Blogger Blog Ke Sabhi Post Me Adsense Ke Ads Kaise Lagaye

Blogger blog ke sabhi post me adsense ke ads kaise lagaye. Hello dosto aapko Blogsport blogger par blog create kiye hue 6 month se jada hoga hai or aapne adsense ke liye apply bhi kar diya hai. Agar aapka blog 6 old nahi hai to bhi aap custom domain add karke 2-3 month me Adsense account apply kar sakte hai.

Aapka adsense account approve hogaya hai par jab aap adsense ke ads cde ko apne blog post me lagate hai to uske liye aapko har bar post me ads code lagana parta hai. Is article me mai aapko batane jaraha hun ke aap ek bar me hi blog ke sabhi post me adsense ads laga sakte hai.

Blog Ke Sabhi Post Me Adsense Ke Ads Kaise Lagaye

New Blogger ke liye sabse bari problem hoti hai blog ke sabhi post me ads lagana. kyu ke 40-50 article likhane ke bad hi adsense account approval hota hai, Uske bad blog ke sabhi post me ads lagane ki jarurt hoti hai. Par sabhi content me ek-ek karke ads lagane se kafi time west ho jata hai.

Ab aapki ye problem solve hojayegi. aap blog ke template me ek bar adsense ke code add kar ke save karlene par adsense ke ads har post me show kar sakte hai.

Blogger blog ke har post me ads lagane ke liye sabse pahle aapko adsence account par visit kar ke ad units create karna hoga. Ad units kaise banate hai iske bareme mai pahle bata chuka hu ads banane ke liye aap meri is post ko follow kare.

Read. AdSense par ad units kaise create karte hai puri jankari.

Blogger Blog Ke Sabhi Post Me Adsense Ke Ads Kaise Lagaye?

Blogger par ad lagana bahut aasan hai. agar aapko blogger ki thodi bahut coding aati hai to aap asani se ye kar sakte hai. Agar aap new blogger hai or aapko coding ke bare me jankari nahi hai to aap achhi tarah niche bataye gaye step ko follow kare.

Step 1: Convert ad code

Sabse pahle aapko adsense ke Ad code ko convert karna hai kyuki agar aap blogger template me code direct pest karenge to ye save nahi hoga isliye aapko ads code convert karna hai.

Simple niche diye gaye Adsense ad code converter me adsense ke banaye hue ad units ads code ko Enter code box me pest karna hai.

Enter Code box me pest karne ke bad aap niche Parsed Code box me apna code dekh sakte hai usko copy kar lena hai.

AdSense Ad Code Converter

Ab aapko Parsed code box mese convert kiye hue code ko blogger adsense ad code generator me pest karna hai. Is generator me code pest karne ke bad “Create Code” par click karna hai.

Blogger AdSense Ad Code Generator

Code convert kaise karna hai niche image me dekh sakte hai. (see below image)

Adsense code covertor

Ye bhi Padhe..

Blogger Ke Har Post Me Adsense Ke Ads Kaise Lahate Hai Puri Jankari

Step 2: Login Your Blogger blog

Create code par click karne ke bad ads code ko copy karle. uske bad ab aap apne blogger me login ho kar blog ke dashboard me Template >> Edit HTML par click kare.

blogger edit HTML

 

Step 3: Add AdSense Code

Edit HTML par click karne ke bad Ab aapko next screen par HTML box me mouse lejaa kar kahi par bhi click kare. or Ctrl + F key button daba kar fine karne se ek search box open hoga usme <data:post.body/> code search kare.

Note: Search karne par aapko <data:post.body/> 2-3 bar show hoga Yaha aapko confuse hone ki jarurat nahi hai ki kiske upar ad code paste karna hai.

2 bar Enter press karne par doosre number par jo <data:post.body/> code show hoga uske upar ads code pest karna hai. Bahut sare blogger template me <!– Place Your Ads Here (Already Parsed) –> is tarah <data:post.body/> ke upar likha hua milega.

Agar aapko template me 2 jagah milta hai to 2no me alag alag adsense ad code pest kar sakte hai. jiss aapke post me 2 jagah ads show hoga.

Ek or bat jab aap google adsense par new ad units create banate hai to add active honeme 4-8 hours bhi lag sakta hai isliye agar add show nahi horaha hai to parishan hone ki jarurat nahi hai.

Aap adsense account me my ads par dekh sakte hai New ya Active show horaha hoga.

Code search karne ke bad ye yellow color me <data:post.body/> hied hojayega ab aapko karne ye hai ke Aapne generator me se jo adsense ad code copy kiya hai usko <data:post.body/> ke upar pest kar ke save template karna hai.

adsense code add in blogger

  1. Keyboard ka Ctrl + F press kar fine kare or search box me <data:post.body/> type karke Enter kare.
  2. Enter karne ke bad <data:post.body/> ke upar click karke thoda sa space banaye.
  3. Than google adsense ad code ko Ctrl+ Vse ya mouse ka right click karke <data:post.body/> ke upar ads code pest kare.
  4. Uske bad Save Template par click karke save karle

Pest adsense code on blogger

Agar aap Ad Code Generator ka use nahi karna chahte hai to is code ko copy karke notepad me pest kare or <!– Ads Code yaha pest kare –> ki jagar converter me convert kiya hua ad code ko pest kar ke.

pure code ko blogger blog ke Edit HTML section me <data:post.body/> ke upar pest kar ke Save template kare.

<b:if cond='data:blog.pageType == &quot;item&quot;'>

<div align="center">

<!-- Ads Code yaha pest kare -->

</div>

</b:if>

Step 4# Change Ads Placement:

  1. Agar aap ads ko post ke ke bich me nahi dikhana chahate to. code me diye “center” ki jagah “right” ya “left” karke ads ko right or left me dikha sakte hai.
  2. agar aapke blog me post me ads show na ho to dusre <data:post.body/> ke niche code ko paste karke try kare.
  3. Agar aap post ke and me ads dikhana chahate ho to post me btaye code ko <data:post.body/> ke niche paste kar sakte hai jisse post ke last me ads show hogi.

I hope is post me btaye gaye tricks ko apna kar ab aapko bar bar blogger blog ke har post me ads code paste karne ki jarurat nahi padegi. Agar aapko ye jankari pasand aayi to apne dosto se share karna na bhule or agar aapka koi sawal hai to comment jarur kare.

Ye bhi padhe..

Related Articles

12 Comments

  1. good write post thanks for share this post check my website suvas75.com and mobile repairing course in hindi full guide mobile75help.blogspot.com please check my ads placement and site problems

    1. Sabse pahle aap adsanse ad code converter me ads code dalke convert karke uske bad niche bataye gaye code ke bich me adsense ads ko dal kar blogger edit HTML section me dal kar save karle

  2. bhay is tareeke ko maine apply kiya but ad post title ke neech ya phir end me show ho raha hai center me nhi ho raha h.. jabki apne kha ki center me hoga.
    plz solve this issue

    1. Waise to Aap apne blog par 3 link ads or 3 text & display ads. laga skate hai homepage par bi laga sakte hai.
      Par agar aap adsense se Jada paisa kamana chahte hai to. Aap home page par 1 ya 2 ads lagaye. post me 1 link ads 2 text & display ads lagaye

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button