Blogger Blog Me Custom Domain kaise Add kare

Hello dosto, aap ne to apna blog blogger par bana liya or ek achha sa Domain bhi Resistor liya hai. Aaj ham Is post me janenge ke Blogger Blog me Custom Domain kaise add karte hai.

blogger blog me custom domain kaise add kare

Ham sab jante hai ke Blogspot google ka ek free bonging platform hai. Jis par koi bhi free me apna blog bana sakta hai.

Lekin aapne dekha hoga ki is tarah ke blog URL me blogspot.com laga rahta hai jo aapke blog ke liye visitors par ek achha impact nahi deta.

Agar ham apne blogger blog me ek achha sa domain kharidkar add kar dete hai to vo blog bilkul ek professional website ki tarah banjati hai, Isse hamare blog ke visitors par achha impression bhi padta hai.

Blogger Blog Me Custom Domain kaise Add kare

Blogger blog me agar aap apne pasand ka domain add karna chahte hai to uske liye aapke paas ek domain name hona chahiye.

Agar aapke pas custom URL nahi hai to aap aasani se kuchh hi rupay me kharid sakte hai Godaddy par custom domain kaise karide uske liye yaha click kare.

aur ho sakta hai koi offer chal raha ho to aapko apni pasand ka domain matr 99 rupay se lekar 1000 rupay tak ke andar mil jayega.

To chalye dosto bat ko jada lamba nahi karte hue ham apne asal topic par jate hai blogger blog me custom domain kaise add kare. uske liye bas aap ko niche diye gaye step ko follow karna hai.

Agar aap chahte hai ke aapke blog me domain achhi tarah se add ho jaye to iske liye aapko hamare bataye gaye steps ko sahi se follow kare.

Custom Domain Setup kaise kare ?

Step 1: Sab se pahle aap apne blogger pe login ho kar apne blog pe jaye or right side bar me aap ko Sting ka option hoga us par click kare.

  1. Setting: isme aap Basic par click kare.
  2. Step a third party URL for your blog is par click kare.

Step a third party URL for your blog

Step 2: ab aap ke samne Blog Address Third party domain ad karne ka option ajayega apna URL (www.yourname.com) dal ne ke bad Save button par click kare.

  1. http// Yaha apna Url dalna hai www.yourname.com
  2. Save button par click kare.

Blogger Third party domain settings

Step 3: Save par click karne ke bad blogger aap ko ek warning dega ke aap ne domain verify nahi kai iske liye aap ko apne (DNS) server pe ye code add karna hai.

abhi aap ko ye dheyan me rakhna hai ke jabtak aap apne DNS server par ye code na dalde tab tak aap isko Save nahi karenge.

Blogger custom host add kare

Ye ana bhi chahiye or aap se bola jaraha hai ke jis CNAM DNS Settings  par aap ye code dalenge waha Name Label or Host in teno mese kuch bhi options hosakta hai usme aap ko www or uske niche wala code dalna hai.

Or CNAM DNS Settings par in teeno mese Destination, Target or Points To ka options ho waha ghs.google.com or uske niche wala code dalna hai.

Ye Bhi Padhe….

GoDaddy DNS Server Par Custom Domain Code Kaise Add Kare

Step 4: ab aap ko apne godaddy account pe log in hona hai or aap ko My Product me ja kar apne DOMAINS pe click kare uske ke bad Mange DNS par click karna hai.

  1. Domains: is par click kare ke bad aap ka jetna hoga sab samne ajayega.
  2. Mange DNS: uske bad is par click kare.

custom domain kaise add kare godaddy par

Step 5: ab aap ke samne DNS Management ka page khul jayega yaha bas aap apne page ko thoda sa scroll kar ke niche me Add ka Button najar ayega bas uspar click karna hai.

godaddy domain DNS Management setting kare

Step 6: ab aap ko apne blogger pe jana hai jaha pe aap ne page ko chor kar aye the.

Blogger custom host add kare

  1. Third-party domain settings me jo Destination, Target or Points To ke niche jo code hai usko ko copy kare.

Third party domain destination

Step 7: ab blogger se wapas akar apne Points to code ko yaha add karna hai.

  1. Type* yaha aap CNAME select kare.
  2. Host* Yaha aap srif WWW dale.
  3. Points to* aapne jo blogger ka ghs.google.com code copy kiya hai yaha pest kar de.
  4. TTL* isme 1 Hours likha hua hai isko aise hi rahne den.
  5. ek bar check karne ke bad Save button par click kare.

godaddy par custom cod add kare

Step 8: ab aap ko firse apne blog pe jana hai or Name, Label or Destination, Target ke niche jo cod hai usko copy karna hai.

Third party domain settings destination

Or blogger se wapas akar  firse Add button par click kar ke apna code yaha dalna hai.

  1. Type* me firse CNAME Select kare.
  2. Host* blogger me jo Name label ke niche code hai usko yaha dale.
  3. Points to* blogger me jo Destination, Target or Points ke niche jo code hai vo yaha dale.
  4. uske bad Save button par click karde. istarh aap ka third party custom domain godaddy DNS server par add hogay.

/godaddy-par-custom-cod-kaise-add-karna-hai

Step 9: Ab aap apne blogger blog par jakar Third-party domain settings Save karle. uske liye Save button par click kare.

Third party domain settings save kare

To Dosto Ab aap ke blog me aapka custom domain add ho gaya hai new tab me browser  khol kar check karele. www.domainname.com

Abhi aap ka ek problem rahgaya hai jab aap apne website ko bena www chhor kar apne website ko yourname.com kholenge to aap ka website nahi khulega.

abhi aap ko apna website opent karne ke liye aap ko www bhi lagana hoga www.yourname.com tab jakar aap ka website opne hoga. to chalye dosto ham is problem ko bhi solve kar lete hai.

Blogger Custom domain IP Address kaise add kare DNS sever par

Step 10: DNS server par blogger ip Addres add karne ke liye aap ko firse apne Blog Address me jakar kar domain name  Edit par click karna hoga.

  1. Edit par click kare
  2. Redirect yourname.com to www.yourname.com is me tick mark kare.
  3. uske bad View settings instructions par click kare
  4. Or last me Save karle na hai.

blogger ip address ad karne ke liye kaha click kare

Step 11:  View settings instructions par click karne ke bad new tab me Blogger Help ka page khulega. thoda sa scroll kar ke niche jaye or Use a top-level domain par click kare ke bad aap ke blog ka IP Address samne ajayega.

Yaha aap apna Charo 4 IP Address ko copy karna hai ek ek kar ke uske bad Godaddy DNS server pe add karna hai uske liye aap firse godaddy ke Domain Mange pe jaye.

blogger ip address copy kare

Step 12: yaha aap ko apna Ip Address ad karna hai uske liye aap Domain>> Mange DNS>> Add button par click kare.

  1. Type * isme aap ko A select karna hai.
  2. Host * yaha aap ko @ dalna hai.
  3. Points to * Yaha aap ko apna IP Address dalna hai.
  4. TTL* isme 1 Hours likha hua hai isko aise hi rahne den.
  5. Uske bad Save button par click kar de.
216.239.32.21
216.239.34.21
216.239.36.21
216.239.38.21

Same Issi tarah aap ko apna charo ip address yaha add ka ke Save karlena hai.

godaddy par ip address kaise add kare

 

Note:- Blogger aap ke DNS Server ko configuration karne me 24 ghanta tak laga sakta hai.

Ab aap apne browser me bena www? ke bhi apna domainname.com dalenge to aap ka website open hojayega.

To dosto aap ne akhir apne blogger blog ko website me convert kar hiliya hai agar aap ko add karne me koi problem ho raha hai to aap comment kar ke puch sakte hai.

Ye Bhi Padhe….

Related Articles

4 Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button