Blog Sitemap Ko Yandex Webmaster Me Submit Kaise Kare

Hello Dosto maine apne pichli post me aapko bata tha ke yandex Webmaster tools me blog ko kaise submit karna hai. Ab ham is post me jange ke Blog Sitemap Ko Yandex Webmaster Me Submit Kaise Kare. Agar aapne abhi tak apne blog ko yandex  me add nahi kiya hai to sabse pahle apne site ko add kare.

Blog Sitemap Ko Yandex Webmaster Me Submit Kaise Kare

To dosto ab ham man ke chalte hai ke aapne apna blog yandex me submit karliya hai, ab ham jange ke Blog ke Sitemap Ko Yandex Webmaster Me Submit Kaise Kiya jata hai.

Ye karna bhi biluk asan hai bas aap ek do step me website ke XML sitemap ko apne yondex webmaster tools me  aram se add karlenge.

Blog Ke Sitemap Ko Yandex Webmaster Me Kaise Add Kare

Blog sitemap yandex me add kane ke liye aap ko sabse pahle apne blog ke liye sitemap bana hota hai. Agar aap ne abhi tak sitemap nahi banaya hai to pahle sitemap banaye.

(uske liye yaha click kare) Aur ham pahle hi bat kar chuke hai ke Search console me site  map ko kyu sabmit karna chahaiye uski jankari ke liye aap humari.

Sitemap Ko Google Search Console Me Submit Kaise Kare or Blog Ko Yandex Webmaster Tools Me Submit Kaise Karte Hai padiye. Aap ko ya iske bare me pura details mil jaega.

Yandex Webmaster Me Blog Sitemap Kaise Add Kare

To dosto ab ham apne topic par chalte hai aur jante hai ke yandex webmaster tools me apne sitemap ko submit kaise karna hai uske liye aap ko niche diye gaye step ko follow kare.

Step 1: Ab aap sabse pahle apne yandex webmaster account me login hojaye. [ webmaster.yandex.com/sites ]

  1. Sabse pagle aap tobar me Webmaster button par click karne ke bad aap General information par pahuch jayenge.
  2. Uske bad Left site me aap ko Indexing settings ka icon milega bas is par click kare.
  3. Uske bad Sitemap File par click kare.

yandex webmaster tools me blog sitemap kaise submit kare

 

  1. Add Sitemap file: ab aap ko yaha ek box melega usme apne blog ka sitemap url dale http://www.blogname.sitemap.xml.
  2. Use bad Add button par click kar ke isse Save karle.

yandex me blog sitemap kaise submit kare

To dosto aap ke site ka xml url ketne asani se add ho gaya hai agar aap ko koi problems hoara hai to aap comment kar ke puchh sakte hai ya aap ko aur bhi koi sawal hai to wo bhi aap puchh sakte hai

Ye Bhi Padhe….

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button