Blogger Blog Ke Har Post Me Search Description Enable KaiseKarte Hai

Hello Dosto, aap ne blogger par apna blog bana kar 2 4 post bhi kar diya hai. par aap jab post likhte hai to aap ko Search Description ka option najar nahi ata hai ke kaise post ka description dale.

to Is Post me ham janege apne blog ke har post me description kaise add kate hai. Hamare Blog ko Google Search me laane ke liye Meta Tags to add kiya tha par usme hamari har post ke liye alag alag description add nahi hota hai.

Blogger Ke Har Post Me Search Description Kaise Enable Kare

Description add karne se hamari post ki rank badh jati hai aur agar ham description add nahi karte to jo hamari post ke phele 150 Word hote hai wo search me dikhne lagta hai.

Search engine me apne blog ka Search Description kaise dikhata hai or usko kaise enable kare blogger me.

Search Description kya hai

ham apne Blog aur Post ke bare me 150 word me jaankari dete hai, us pure page ke bare me batate hai ki hamne isme kya likha hai.

Jo Description hai wo search results me dikhta hai aur facebook, twitter par share karne par bhi dikhta hai. ye isliye zaroori hai kyu ke visitor ko padne ke baad pata chal jata hai ke jo chij search karrahe hai vo isme hai ke nahi.

or isko padh kar hamari site par aata hai. Search Description me 150 ward se jada nahi dalna chahiye  kyu ke sirf 150 word hi show hota hai.

Blogger Meta Tags Description Enable Kaise kare 

Sabse phele Aapko Apne Blog ke Home page ka search Description ko enable karna padaga. Fir aap Har ek post me Description add kar sakte hai.

Search Description enable karne ke liye niche diye gaye step ko flow kare.

Step 1:

Sabse pahle aap apne blogger.com me sign in ho kar jo aap ka blog hai use open kare.

Step 2:

Blogger ke Dashboard me jakar, Setting >> Search Preference par click kare ke Meta tags
Description ke right site me [Disable] Edit par click kar ke description enable kare.

Meta tags Description

Step 3:

Ab aapko Enable search description? me Yes pe click kare. apne blog ke bare me 150 cheated me short jankari likh ni hai yad rahe 150 akchhar se jada nahi hona chahye. Uske bad Save changes par click karke apne blog ke liye aapne jo search description likha hai ko save kar le.

Enable search description

Step 4:

Description likhne ke bad ab aap Custom robots header tags set karne ke liye page ko thoda sa scroll car ke niche jaye aur Custom robots header tags [Disabled] Edit par click kare.

  1. [Disabled] Edit par click kare.
  2. Custom robots header tags me Yes ko tick kare.
  3. Home Page: me All index select kare.
  4. Yaha   ko tick mark kare.
  5.  Archive and Search pages: me  
  6.  ko tick mark kare.
  7. Default for Posts and Pages: me All
  8.  ko tick mark kare
  9. Sab setting karne ke bad last meSave Changes ki Button pe click kar ke save karle.

Custom robots header tags

is tarah aap ka search description enable ho gaya haiaur aapne robot text ki bhi setting kar li hai.

Blogger Post Me Search Description Kaise Add kare 

Post me description add karne ke liye Post editor ko open kare. ab aap right side bar me dekh sakte hai ek Search Description ka option show ho raha hai. uspe click kar ke aap apni post ke bare me 150 sabd likhe.

Post Search Description Kaise Enable Kare

Post editor me search description ka option nahi ho to kya kare?

1. Apne blog ke Dashboard>>Template>>Edit HTML par jaye.
2. Or code box me kahi par bhi click kar ke Ctrl+F dabane ke bad search box ayega usme type kare <head> search kare.

3. ab ye code ko copy kare.

<b:if cond='data:blog.metaDescription != ""'>
<meta expr:content='data:blog.metaDescription' name='description'/>

</b:if>

Post-editor-me-search-description-ka-option-nahi-ho-to-kya-kare
4.
 <head> Tag ke niche code ko paste kare.

5. Save Template ki button par click kare. Done.

Search Description kyu Jaruri haiSearch Description likhne se hamari post ka ye faida hai ke jab bhi koi visitor  Google, yahoo pe search karega to search engine usko Hamari Post ka Title aur ye Search Description hi dikhta hai. To Agar aapne 3 char line me bata diya ki is post me aap ne kya likha hai to aapke blog ki traffic me jarur ejafa hoga.

To dosto aap ne ketne aasani se apne blog ka search Description enable kar liya hai.

Related Articles

One Comment

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button