Paypal kya hai? Paypal Par Account Kaise Banaye Jane Pure Details ke Sath

How to create paypal account in Hindi, Hello Dosto kya aap paypal par apna account bana chahte hai, online paise magnwane ke liye. To aap bilkul sahi site par aye hai.

Is article me mai aapko batane jaraha hun ke Paypal kya hai, Paypal par Individual account kaise banaya jata hai,  Paypal Account kaise Banate hai jane pure details ke sath Hindi/Urdu me.

Paypal kya hai? Paypal Par Account Kaise Banaye

Paypal kya hai?

Paypal ek online Bank hai par Online payment send ya received Kiya jata hai. Paypal se lakho log crorero rupee rojana online transfer karte hai.

PayPal ki Serves 190 Country me Uplabd hai. Paypal ko 1998 me chalu kya gaya tha. Paypal online business ke liye bilkul sahi vikalp hai.

Paypal Par Account Kaise Banaye India Me Puri Jankari

Agar aap online kuch business karte hai ya fir aap online business karke paise kama rahe hai to aapko Paypal account bana bahut jaruri hai. Q ki jada tar online website payment krne liye paypal ka hi istmaal karti hai.

To fir chalye jante hai ki paypal par account kaise banate hai aur account banane ke liye kin kin chijo ki jarurat padegi India me Paypal account ko Verify karne ke liye.

Paypal Account bana ke liye Kya Kya chahye

  1. Email ID (Email id kaise banaye)
  2. PAN Card (Pan card kaise banaye)
  3. Bank Account
  4. Debit/Credit Card
  5. Mobile Number
  6. Address

Paypal Account Kaise Banye Step by Step Puri Jankari

Doto upar bata gaye chijon me se sab aapke pass hai To chalye ab jante hai Paypal account kaise banate hai, bas iske liyw aap niche bataye jarahe steps ko puri tarah follow kare…

Step 1:

Sabse phele paypal ki official website www.paypal.com par visit kare aur “Sign up” button par click kare

paypal account kaise banaye

Step 2:

Jaise hi aap Sign up button par click karenge next page me aapse pucha jayega ke aap kis liye account bana chahte hai,

  1. Individual account ke liye For Shoppers ko select kare,
  2. Business Account ke liye For Receiving payments.
  3. Continue button par click kare

Choose from two types of accounts

Step 3:

Individual account select karne ke bad next page me aapko apna Country select karna hai, Email Address, aur Password dal kar Continue button par click karna hai.

Sign up for Individual account

 

Step 4: 

Next page me aapko PayPal Account ki puri jankari bharni hai, Name, date of birth, nationality, address, state, pin code, mobile number, dal kar ” Agree and Create Account” ki Button par click kare.

How to create paypal account in Hindi

Step 5:

Yaha aap Apna Debit/Visa Card Jor sakte hai agar abhi Nahi jorna hai Link my card Later pe click kare.

Link your credit card in paypal

Aapka Paypal account bankar teyaar hogaya hai ab aap “Go to your account” link par click kare.

Your paypal account has been created
Step 6:

Ab aap ko apni Email ID verify karni hai, uske liye apne jo email paypal account me diya hai Email me login kare, PayPal ki taraf se ek Email aaya hoga usko khole Yes this is my email button par click kare.

verify email to paypal
Step 7:

Email verify karle ne ke bad Agla Page khulega aapke account ka us pe ek notification aaya hoga us link par click kare Account ke task complete kare.

Paypal notification

Step 8:

Notification par click karne ke bad Apni sari Details Update karni hai – PAN Card Number dalna hai, Yaha bas Get started button parclick kare.

get started

Get stared par click karne ke bad next page me  PAN Cad Number dale aur apna Name check karle ke Sam name hai ke nahi. PAN number dal kar Submit button par click kare.

Paypal par pan card add kare

Step 9:

Yaha se Mobile Number, Bank Account Number Debit/Visa card Ad karle or aapne ye account kis liye banaya hai.
Sari detail save karne ke baad aapka paypal account ab teyaar hai online payse resive karne ke liye. ?

Link bank account to paypal

Enter propose code

Paypal Me Bank Account Kaise Jode

Apna Bank account add karne ke liye add bank button par click kar ke next kare.

add bank account to paypal

Ab yaha link a bank account par click kare.

link bank account to paypal account

Apna bank account number aur IFSC code dal kar continue button par click kare, apne bank ka IFSC code yaha se pata kar sakte hai.

enter account number to paypal

Jab aap Apna Bank account jor lenge to Payplal aap ke Bank account par 2 bar Found transfer kuch paisa bhejega 1.1 Rs se lekar 10 Rs ke ander to aap ko uski Details dalna hoga paypal pe jetna paisa aap ke bank account pe ayega vo dono fund ka details dalna hai.

Ummid hai ke aapka paypal account bhi bankar teyaar hoga. ya fir koi parenani aa rahi ho account bnanae me to comment kare, hame aapki madad karne me khuse hogi.

Agar aap online payse kamana chate hai to aap is site ko yaad rakhiye qyu ki haam bhut saari alg alg tarike online earning ki tips and tricks share karte hai.

Related Articles

20 Comments

  1. sir humne paypal acount banaye hai pan card link nahi ho raha pan card detail bharne par submit par clink nahi hota ky a kare sar

  2. Sir mujhe payza account delet karke dobara banana he esko delet kaise karu aur megatypers account bi deleted karna he mai dobara se account banauga kyo ki ab Maine typing sick li h mere ye account shi nahi bane me dobara account banake work karunga

    1. Aapka payza account verified tha agar nahi tha to dusra email id bana kar payza account create karler ya aap megatypers me new account bana kar same pahle wala payza account bhi use kar sakte hai.

  3. Sir mujhe payza account delet karna he kaise karu our megatypers account bi delet karna he mene ab typing sick li he me Dono account dobara bana ke work karunga ye account mere sahi nahi bane he

  4. Sir payza account delet kaise karu our megatypers account bi delet karna he sir mujhe ye Dono account delet karke dobara banane he Maine ab typing sick li h our ye account mere sahi nahi h esliy me dobara account bana ke work karna chata hu

    1. Account delete nahi kar sakte hai aap dusra email id bana kar dono firse new account banale megatypers aur payza me account delete karne ka option nahi hai dusre mail id se account banane me koi problem nahi hai par agar aapne abhi in dono account me login kiya hai to ek bar apna internet mobile ya computer jo bhi hai band kar ke dobara start kare fir new account banaye

  5. Sir todi si mistake ho gai Maine kitni bar commends kar di mujhe laga tha ke meri commends aapke pas nahi ja rahi he vase sir hum payza par do account bi bana sakte h

    1. Aapka account verified nahi na hai agar aapka account verified hoga to same proof se do bar account verify nahi kar sakte hai baki account aap jetna chahe same name se account bana sakte hai

    1. Aap dusre email address se new account bana le suspended account ko dobara nahi use kar sakte hai kolotibablo par ek bar Jo account block ho jata hai fir vo dobara nahi open hota hai

    2. Easy captcha ko type karne me mistake nahi kare aur 24 hr me 9 bar mistake ho jaye to wahi par work karna band karde fir next day me work start kare
      1 din ya 1000 captcha type karne me 10 bar se jada galti nahi kar sakte hai

  6. Sir shutterstock par foto sel karke mony Kaise kamay aor kis type ke foto sel karne h kiya ye bata sakte ho aap

    1. Pure details ke sath abhi to nahi bata sakta hu
      aap usme koi bhi images sale kar ke paise kama sakte hai.
      jis types ke images ki jisko jarurat hogi us type ke images bana kar ya aap usse de sakte hai.
      Bas usme aapko kuch badhya badhya photo upload karna hoga jab koi us ko dekhega aur jab aapka photo usse pasand ajayega to original photo lene ke liye vo paise dega har image ka alag alag value hota hai.$0.1 se lekar $100 tak ke images hote hai

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button