WordPress Par Free Website kaise Banaye [Step By Setup Full Guide]

Hello Dosto, aap WordPress par apna Website, blog banana chahte hai to ye post aap ke liye bahut behtar rahega. is article me ham jange ke WordPress Par Free Website kaise Banaey uski puri jankari.

WordPress Par Free Website kaise Banaye Puri Jankari

WordPress hai kya?

WordPress ek (CMS) Content Management System aur Free online Source Tool hai, website, blog banane ke liye jo php par hai. WordPress Website or Blogging ke liye sabse jada use kiya jata hai.

To Chaliye Jante hai WordPress par kaise free Website banaye ja sakte hai.

WordPress Par Free Website Banane ke liye kya kya chaiye

Ab agar jo upar di hui chije aapke pass hai to ham age bad sakte hai.. to Step By Step flow kare.

WordPress Par Free Website kaise Banate Hai

Step 1: sabse palhe aap https://wordpress.com par ja kar Sign Up ya Create website ki button pe click kare.

wordpress-par-free-website-kaise-banaey-signup

Step 2:  Creat website pe click karne ke bad aap yaha par website ke bare me chune kis topic pe website banana chahte hai.

wordpress-par-free-website-kaise-banaey-2

agar usme se koi topic nahi chahte hai to Other pe click karke yaha apna topic dal sakte hai.

wordpress-par-free-website-kaise-banaey-title-chune

Step 3:  ab yaha apne blog ka home page chune inme se jo aa ko pasand ho.

wordpress-par-free-website-kaise-banaey-home-page

Step 4:  Yaha theme slect kare inme se jo aap ko pasand ho nahi to bad me bhi theme dal sakte hai.

wordpress-par-free-website-kaise-banaey-theme-chune

Step 5:  Yaha apne website ka name chune jo bhi rakhna chahte hai free me aap website ka url wordpress.com ayega ya aap yaha se bhi aapna website www.name.com bhi kharid sakte hai.

wordpress-par-free-website-kaise-banaey-url

Step 6:  yaha par hosting ke bare me aap se pucha jaraha hai ke aap free me website chalana chahte hai ya paise dekar inme se jo aap ko pasand ho usko slect kare.

WordPress Par Website kaise Banaey free

 

Step 7:   ab yaha par apna email address usr name aur assword chune aur creat my accunt pe chlick kar de

wordpress-par-free-website-kaise-banaey-username

Step 8:  ab aap ke mail pe wordprees ki tarafse ek email ayega ga usme verification link aya hoga usko Conform now pe click karkle.

aap ka wordpress.com pe website ban ke taiyar ho gaya hai.

to dekha dosto ketne asani se aap ne wordpess par free website bana liya hai aab aap ko usme aur bhi bahut sara chij add karna hoga.

Ye bhi padhe…

Related Articles

11 Comments

  1. thakns sir main aapki post padkar wordpress ki thodi thodi si website banana sekh gya hun.
    sir mujhe aap iske aangge ke bare mani btayenge ki ise database se kaise jodte hai.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button