Windows 10 Ko Automatic Updates Hone se Kaise Roke

Hello Dosto, aap ka windows 10 Automatic updates hone lagta hai aur aap chahte hai ke aap ka windows automatic update na ho, to ham is Post me Janenge. Windows 10 Ko Automatic Updates Hone se Kaise Roke.

to Aaj ap ko Windows 10 Aur Uske Update ko Rkne karne ke baare me batayege. Aap  ne to windows 10 install to kar hi liya hoga apne pc par Aur ap ko Windows 10 use karne me bhi bahot Maza aa raha hoga. Windows 10 Download karne ke liye yaha click kare.

Windows 10 Ko Automatic Updates Hone se Kaise Roke

Windows 10 Ko Automatic Updates Kaise Roke

Aap ne aksar ye problem dhekha  hoga ke achanak se ap ka net slow ho jata hai. Jab ap pc band karte to ap ko wait karne ke liye bolta hai Windows 10 aur aap ko waha par updating % dhikhata rahta hai. Par ap ne kabhi ye socha hai ke ye kuy hota hai kya problem hai.

Ye koi problem nahi hai balki achhi baat hai kuy ke ye tab hota hai jab aap  ka Windows 10 update horaha hota hai. Aur jab ap ka Windows 10 update hota hai to internet slow hojata hai. aur jab ye install hota he to Windows 10 ap ko wait karne ke liye bolta hai jab aap apna PC shutdown karte hai.

Problem ye hai ki kuch update aise hote hai jo ke kisi kaam ka nahi Rahta hai. phir bhi woh hamare Computer me install ho jata hai. aur hamare pc ko heavy karta hai. Kuch update aise hote he jinke install hone ke karan bahot se softwere kaam karna band kar dete he.

Or sabse bada problem bar bar Windows Update hone ke wajah se hamara Hard disk bhi  bhar jata hai. jiske wajah  se hamara PC Slow bhi hojata hai.

How to stop Windows 10 Automatic Updates

to chalye ham jante hai kaise windows 10 ka automatic updates band kare bas aap ko niche diye gaye step ko flow karna hai

  • 1:  Sabse pahle Task bar ke Search Box me Type kare Services.
  • 2: Services likhte hi ek popup open hoga Services Par Click kare.

Search Services

3: Ya Aap dushra option se bhi ja Services file open kar sakte hai.  Aap  apne Computer ki home screen me This Pc Icon Par Right Click Kar ke Manage par Click kare.

Manage

4:  My computer Manage tab open karne ke bad ab aap left menu bar me Services And Application par Click karne ke bad. Services pe click kare.

5:  Aur esko thoda sa Scroll karke niche jaye ya search kare Windows Update. jab Windows Update ka option show ho jaye to 2 Double Click Karke open kare.

Services and Applications

6:  Windows Update file open karne ke bad Ab Aap ko yaha par Windows Update option ko disable karna hai, Startup type: me disabled. select kar ke Apply kar ke OK kardena hai

Aur ager Windows update Horaha ho to Service status option Me stop button par click kare. uske bad Apply button par click kar ke OK karde.

Disabled window updating

7:  Aur Aap Windows ki update setting me ja kar dhekh sakte he windows update me Error Likha hua aa raha hoga eska matlab hai ab Aap ka windows update nahi hoga.

Windows Settings

 

There were problems installing some updates, but we’ll try again later. If you keep seeing this and want to search the web or contact support for
information, this may help.

To Dosto dekha ketne asani se hamne apna windows ko automatic update hone se rok diya. agar windows se related or bhi koi sawal hai to aap comment karke puch sakte hai.

Ye Bhi Padhe.

Related Articles

4 Comments

  1. Good post

    Sir mene apne laptop me windows update close kar diya h fir bhi mera laptop 30 mint me 1 gb net kha leta h. Chahe me shirf mail check karu ya searching.
    problem solve karo boss.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button