Computer Laptop Me Hindi Type Kaise Kare

How to type in Hindi using English keyboard. hello dosto kya aap apne computer par hindi typing kaise kare hai ke bare me janna chahte hai. Aapko pata hi hoga ke computer laptop ka keyboard English me hota hai aise me agar aap usme Hindi typing karna chahte hai to bahut sari problem hoti hai.

Kyuki jab aap koi hindi font use karte hai jaise Kurti dev Devnagri, mangal etc.. to isme hindi type karne ke liye aapko typing  sikhna parta hai ya isme sport hona parta hai. Isliye ke English keyboard ke charted me or hindi charted  me frak rahta hai.

how to type in Hindi using English keyboard

Ab aap bena hindi typing sikhe hue asani ke sath english keyboard use karke hindi me likh sakte hai. Bas iske liye aapko apne computer me Google input tools install karne ki jarurat.

Ji ha goggle aapko hindi typing tools ki free service deta hai jisse apne computer me install karke asani se kahi par bhi hindi likh sakte hai jaise MS office word, Excel, Notepad, browser, Facebook, email etc.. or jaha par bhi aap likhna chahe likh sakte hai.

Baki aur bhi bahut sare benefits hai google input tools ke or sabse achhi bat ye hai ke google input tools ko use karna bhi bahu simple or asan hai. Agar aap koi word wrong galat type karte hai to usko bhi asani sahi kar sakte hai.

Computer me Hindi Typing Kaise Kare

Iske aapko sabse pahle apne computer me google input tools download ke install karna parega huske bad hi aap isse use kar sakte hai.

To chalye dosto mai aapko bata hun ke google input tool ko download, install karke computer laptop me hindi kaise likhte hai, Or isse kaise use karte hai bas iske liye aapko niche diye gaye kuch simple setup ko follow karna hai.

Step 1: Download Google Input Hindi Typing tools

Sabse pahle aapko google ki official website google input tools par visit karke hindi typing tool software ko download karna hai ye file (1.07 Mb) ke ass pas hoga. click here to download google input tools

Google input tools page par visit karne ke aapke samne jo page open hoga usme hindi font select karke download karna hai.

  1. On windows par click kare
  2. Choose your languages me aap Hindi ko √ tick mark kare.
  3.  I agree to the Google Terms of Service and Privacy Policy. ko √ tick mark kare.
  4. Hindi type tool select karke Download button par clickk karke isse download karle.

Download Google Input Hindi Typing tools

 

Step 2: Install Google Input tools

Download karne ke bad aap apne computer ke download folder me jaye ya aap ne jis folder me isse download kiya hai us folder me aapko Input Tools ka Setup milega (InputToolsSetup) ko open karke install karna hai.

Jab aap isse install karnege to full setup download hone lagega ye takriban 15-20 mb ka file hota hai. bas kuch time me pura software download ho kar install hojayega uske bad aapko kuch nahi karna hai bus jab installation complete hojaye to isse close kar dena hai.

Input Tools Setup installing

Congratulation aapne successfully apne computer pc me google input Hindi typing tools ko install karliya hai ab aap.

Step 3: Select Hindi Type tool on windows

Ab aapko apne computer pc ke dashboard right down menu bar me keyboard language ka option dekh sakte hai likha hua hoga (ENG) ab aapko karna ye hai ke ENG menu bar par click karke Hindi language select karna hai.

select hindi typing tool

Step 4: Type in Hindi

Aapne apne computer me google input tool install karke Hindi language select karne ke bad ab aap ms office word ya koi bhi typing editor open kare or usme Hindi likhna start kare.

कंप्यूटर में हिंदी कैसे लिखते हैं

कंप्यूटर में हिंदी कैसे लिखते हैं

Ye biluk Hinglish par nir bhar hai jai aap jo bhi charted type karenge wo English me hi karenge or aapke samne Hindi word ajaye ga.

Example:- Jaise aap likhna chahte hai  (कंप्यूटर में हिंदी शब्द कैसे लिखते हैं)  to iska tarika ye hai ke aap type kare (computer) fir screen par jo 4-5 word aya hai usme se (कंप्यूटर) select kare, issi trah (hindi) type kare or हिंदी select kare.

Aap google input tool ka istemal taktiban har jagah kar sakte hai par jab aap isse photoshop me likhenge to woad to sahi likhayega par jab aap hindi word ko select karenge to wo sahi se show nahi hoga.

kyu ki adobe photo shop me Unicode soprt nahi karte hai or google input type tools Unicode me hota hai. Is problems ko dur karne ke liye mai already bata chuka hu aap isse follow kar sakte hai.

Most read.. Photoshop Me Hindi Font sahi se Type Kaise Kare

I hope ke aapko ye article pasand aya ho agar aapka koi sawal hai to aap comment karke puchh sakte hai or aap ise apne dosto tak share karna na bhule.

Ye bhi padhe..

Related Articles

One Comment

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button