Facebook Autoplay Video Feature ko Disable Band kaise kare

Stop autoplay videos on facebook. Kya aap facebook autoplay yani apne aap video play ho jane ke feature se parishan hai. To ab aapko parishan hone ki jarurat hai. is article me mai aapko facebook video autoplay off  karne ka tarika batane jaraha hun. ke kaise appne aap fb auto-play videos feature ko disable band off kar sakte hai pure details ke sath Hindi Urdu me.

 How to Disable Autoplay Videos on facebook

Facebook ek bhut hi popular social media site hai jisska use lagbhag sabhi log karte hai. aur bahut sare log internet ka istemal social networking site ke liye hi karte hai.

jaise facebook, twitter, Google+,Whatsapp etc . ye sabhi social media site issliye popular hai ke is par asani se apne doston friends ke contact me rah sakte hai.

Aur iski ek khas feature ye bhi hai ke ye hamesha update hoti rahti hai and isme humesa kuch na kuch changing hota rahta hai. or user ke liye new feature  update hote rahte hai.

Facebook Autoplay Video feature kya hai ?

Facebook ne ek new feature update kiya hai automatically video play ka. auto play video feature me facebook parjab aap visit karte hai to koi bhi video automatically yani apne aap play hone lagta hai. iska fayda ye hai ke aap vidios ko bina click kiye hue dekh sakte hai.

Yani aap srif page ko niche karte jayenge aur samne jo bhi videos ayega vo auto-play hota rahega. ye feature computer laptop ke liye to thik hai. lekin ye mobile me bhi rahta hai jisse kafi problems ka samna karna padta hai.

Main aapko isske kuch nukhsan aur problems ke bare me batata hu. facebok auto-play features ki wajah se videos automatically play hone lagte hai jisse kafi sara internet data loss ho jata hai.

Aur agar aap computer desktop use karte hai aur aapne koi dura page open kiya hua hai to aapke us page ka speed bahut slow hojata hai. kyunki jab video palay rahta hai to internet ka sara data usme hi use ho jata hai aur dure page par internet speed nahi pahunch pata hai.

Bhut sare vidio aisse hote hai jisse hum dekhna nahi chahate hai ya koi repeat video yani jisse hamne pahle se hi dekh rakha hai. vo bhi apne aap chalne lagte hai. jiske karan humara time and internet data dono waste ho jata hai.

Isska ek aur nukhsan ye bhi hai ki issme hum sirf video ko dekh sakte hai. lekin uska sound nahi sun sakte isske liye hume us vidio par click karna padta hai.

Kuch aise log bhi hai jo srif  facbook or whatsapp IMO etc. chalane ke liye 2G, 3G internet 100 mb 200 mb limit ka data balance recharged karwate hai. aur unka data balance in autepley video ke karan katam ho jata hai is karan unhe kafi sari problems ka samna karna padta hai.

Agar aap bhi facebook news feed autepley video se parishan hote hai or isse band ya stop karna chahate hai to iss post ko read karke aap asani se apne android mobile and computer me autoplay video feature ko disable band kar sakte hai.

Video autoplay facebook Feature ko disable kaise kare. facebook autoplay videos ko disable kaise karte hai, (stop Facebook autoplay videos activity).

Jaisa ki friends maine aapko bataya ki fb apne visitor ke liye update me new features add karte rahata hai ye new features sabhi logo ko pasand nahi aate hai issliye jo log inka use nahi karna chahate hai vo inhe disable bhi kar sakte hai.

Mai aapko yaha pahle kuch simple settings bata deta hun uske bad aap niche full setup follow kar sakte hai. facebook video autoplay setting ka simple tarika is parka hai.

Turn off video Autoplay facebook android mobile

Aap simple app settings me jakar Facebook app’s cheese wind auto play videos setting kar sakte hai. On Mobile Data and Wi-Fi Connections, On Wi-Fi Connections Only or Never Autoplay Videos.

  1. Open the Facebook app
  2. Click Tap right   toggle
  3. Scroll down and click  App Settings
  4. After click the Autoplay
  5. Choose an option Never Autoplay Videos.

Note: Agar aapke mobile phone me Autoplay settings option show nahi horaha hai to account ko logout karke dobara se login kare.

How to turn off autoplay on facebook desktop

Laptop compute PC Desktop me fb auto play video ko off karna chahte hai to uske liye ye sort tarika apna ye Facebook’s video autoplay settings on or off. To stop videos from playing automatically on your computer:

  1. From the top right down ∇ arrow, click and select Settings
  2. Click Videos in the left menu
  3. Click the dropdown menu next to Auto-play Videos and select Off

Dosto aap istarah simple tarika ko follow kar FB timeline automatically chalne wale videos ko off kar sakte hai. ab mai aapko computer/laptop aur mobile phone me alag alag screenshot ke sath full tarika batane jaraha hun.

Android Mobile se Facebook Autoplay video off disable kaise kare.

Sabse pahle ham mobile phone me kaise apne aap chalne wale videos ko stop karte hai. uske bareme jante hai fir uske bad computer pc se kaise off karna hai uske bareme jannge. Agar aap apne smartphone se facebook autoplay video ko stop karna chahate hai ro niche bataye steps ko follow kare:

Step-1 App Settings

sabse pahle aap apne android mobile me Facebook app ya browser open kare or right side me 3 lines ke ≡ toggle par click karke. App Settings par click kare.

Facebook app settings

Step-2 Auto Play

App setting par click karne ke bad next page me aap sabse niche autoplay ka optiondekh sakte hai. bas aapko iss option par click karna hai.

facebook videos auto play disable

Step-3 Disable

Autoplay par click karne ke bad ab aap finale section me pahunch gaye hai. yaha on Mobile Data and WI-FI Connections pahle se select hoga ab aapko (never autoplay videos), Round button par √ tick karke isse select karna hai.

Turn off facebook Autoplay video on android mobile
Dosto aapne ke asani apne mobile me facebook me apne se play hone wale video ko disable kar diya hai. ab aap facebook home page par jakar dekh sakte hai koi bhi videos apne se automatic play nahi ho raha hoga.

Computer pc me facebook autoplay videos ko disable kaise karte hai?

Upar bataye gaye tarika se aapne apne android mobile ke setting me never auto play select kar ke facebbok me apne se chalne wale video ko stop rok diya hia.

ab hamm jante hai ke computer laptop pc ke browser me kiss tarah se is setting ko disable off karna hai. Pure details ke sath in Hindi Urdu.

Step-1 Settings

sabse pahle aap www.facebook.com site par jaye or apne account me login kare aur ab right corner me down ∇ arrow par click karke Settings par click kare.

facebook top settings

Step-2 Video settings

Setting par click karne ke baad ab aap left me sabse niche videos ka option dekh sakte hai bas aapko iss option par click karna hai.

Videos settings me auto play videos ka option dekh sakte hai, issme pahle se default set hoga aapko right side me default ke niche droup down arrow par click karke off select kar deba hai.

stop autoplay video on facebook

 

Iss tarah aap asani se computer laptop ke browser me facebook automatically play hone wale videos ko stop band off sakte hai ya disable kar sakte hai.

Friends agar aapko ye post accha lage to isse apne dosto ke sath social networking site par jarur share kare. or aapko koi problem arahi hai to comment karke puch sakte hai.

Related Articles

One Comment

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button