WP Smush Pro Plugin free download and Activate Kaise Kare

Wp Smush pro free download, Wp smush pro plugin free me activate kaise kare, WordPress Smush image compression and optimization ki best plugin hai. par jab ham wp smush plugin ka free version apne wordpress blog me install karke activate karte hai.

To free version hone ki wajah se ham apne  wordpress blog ke images ko compress or optimize nahi kar pate hai. is article me mai aapko batane jara hun ke Wp smush free plugin ko pro me kaise convert karna hai. ya Wp smush pro plugin ko free me download kaise karna hai.

WP Smush Pro Latest Version For Lifetime

Post ko seo friendly banane ke liye images ko optimize karna jaruri hai, bina images optimization ke hum apne post ko Google par rank nahi karwa sakte hai. Google me rank pane ke liye or post ko search result me 1st page par show karne ke liye sirf achhe post content ki hi jarurat nahi hoti hai balke sath me Images ki bhi jarurt padti hai.

Par jada post content me jada images use karne par blog ka loading speed kam hojata hai, jiski jahah se hama blog search engine me first page par show nahi ho pata hai.

Blog ko fast loading banane ke liye images ka size MB kam hona bahut jaruri hai, Image ka size mb jetna kam rahega utna hi fast aapki website browser open hoga.

Waise iamge ka size kam karne ke liye aap bahut se tarike apna sakte hai. par jab hamare blog par bahut sare post aur images ho jate hai to ek ek karke sare images ko compress resize ya optimize karna bahut muskil hota hai.

Agar aapka blog wordpress par hai to aap asani se optimization plugin use karke apne wordpress blog ke images ko  compress or optimize kar sakte hai. Par wordpress me jetene bhi image compression and optimization plugin uska free version use karne par ek limit tak images ko optimize kar sakte hai.

WP Smush Plugin Kya Kaam Karti Hai ?

WP Smush ye Image Compress plugin hai, jo hamare wordpress blog posts ke Images ki size ko bina quality loss kiye huw compress kar deta yani images ka MB kam kardeta hai jis se aapki site me Images fast load hone lagta hai.

Suppose kijiye ki aapne apni single post me 100 kb ka Image upload kiya hai, ab WP smush plugin is image ko compress karke iska size 20-30 kb tak kar deta hai, matlab ye ke jab aapke blog ke images ka size kam rahega to aapki website ka load bhi kam hojayega or images ka mb kam hone ki wajah se aapki site ki loading speed increase ho jayegi. Baki iske Other Supreme Features ye hai.

  • Optimize images
  • Lossless compression option
  • Super-Smush
  • Image resize
  • Set maximum width and height
  • Smush original image
  • Lossy compression with little quality loss
  • NextGEN Gallery compatible
  • Keep original images
  • Process JPEG, GIF and PNG
  • Supports WP Retina 2x Plugin
  • Dedicated smushing servers
  • Smush images up to 32MB
  • HTTPS support
  • Strip unused colors from indexed images
  • Notification when images are ready
  • Auto smush on upload
  • Convert PNG to lossy JPEG
  • Reduced-by progress bar
  • Compress individual images
  • Bulk smush Media Librarys
  • WP Super Cache Plugin Settings (Configure) Kaise Kare
  • Photoshop Basic Sikhe Adobe PS ools Ki Puri Jankari

WP Smush Pro Lifetime Ke Liye Free Activate Kaise Kare

Wp smush plugin ko free me liftime ke liye activate karna bahut asan hai mai jo pro plugin ka niche download link diya hai. waha se download karke aap bena koi problem ke asani se pro version use kar sakte hai.

Par pahle ham janlete hai ke wordpress Wp smush plugin ka license key kai activate karte hai, kuyki agar aapne download kiya huw plugin use kiye to jab Wp smush plugin ka new version ayega or update hoga to aapko firse license ke dal kar isse activate karne ke liye kaha jayega.

Isliye better yahi hai ke aap isse activate karna janle jab ye plugin update hoga to aap bad me isse firse activate kar sake. To dosto chalye pahle janlete hai ke Wp smush plugin ko lifetime ke liye free me activate kaise karte hai.

Sabse pahle aap apne wordpress blog ke plugins section me jakar Smush image compression and optimization free plugin ko install karke activate kare.

  1. Plugins >> Add new par click kare.
  2. Search box me wp Smush type karke search kare.
  3. ab aapke screen par Smush image compression and optimization plugin show hoga, bas install now par click karke isse download karle uske bad Activate karle.

wp smush free plugin install kare

Plugin install karke activate karlene ke bad ab aapko isse lifetime ke liye free ko pro version banana hai ye karna bhi bahut asan hai.

  1. Plugins > Editor par click kare.
  2. Select plugin to edit par click karke WP smush select kare.
  3. Select option par click kare.
  4. Uske bad ab aapko left site me  wp-smushit/lib/class-wp-smush.php par click karna hai, pages ko thoda scroll karenge to left site me aap ye page dekh sakte hai.

wp smush pro
wp-smushit/lib/class-wp-smush.php par click karne ke bad ab aapko isme  empty $api_key  me false ki jagah ture karna hai.

  1. Computer ke Keyboard ka Ctrl + F key press kare aur usme type kare if ( empty( $api_key ) or uske bad Enterpress kare.
  2. Ab aap if ( empty( $api_key ) ) me {return false;} likha hua dekh sakte hai, Bas aapko iski jagah {return ture;} likhna hai yani false ki jaah ture likhna hai.
  3. Update file par click kake aapne jo edit kiya hai usse save karle.

wp smush pro activate kaise kare

Congratulation dosto aapne wp smush image optimization plugin ko free me lifetime ke liye register kar liya hai ab aap jetna bhi images chahe compress or optimize kar sakte hai free me.

Note:- Jab bhi aap is plugin ka new version update karenge to ye option change ho jayega aur aapka pro version free ho jayega, isliye aapko same yahi setup upna kar False ki jagah ture karna hai.

Ab aap Media >>wp smush option me jakar kar dekh sakte hai free se pro version hogaya hoga. Bulk Smush Now par cick karke images ko optimize and compress kar sakte hai.

Smush Image Compression and Optimization

Agar aapko ye setup samjh me nahi aya hai to aap isee download kake bhi install kar sakte hai, isme maine code change kiya hua hai bas aapko isse download karke plugins section me jakar upload karke activate kar lena hai.

Wp Smush pro free download

Download Now

I hope ke aapko ye jankari pasand ayi ho aur aapke wordpress blog ke images ka size kam karne me or imge ko optimization banane me smush plugin help kiya ho.

Ye bhi padhe.

Related Articles

9 Comments

  1. This page has quality content and i am really happy to finally find the one stop solution to get this plugin activated. I have downloaded and using this plugin from last 2 mints and everything is happening good. Will subscribe to this site so that i can get more updates from the author. Thank you.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button