BlogSpot Blogger Me Post Kaise Likhte Hai Jane Pure Details Ke Sath

How to Write a Blog Post in BlogSpot blogger, Hello Dosto Aapne to Apna Blog Blogger par bana liya hai aur ab aap teyaar hai first yani new post publish karne ke liye.

is article me mai aapke sath share karne jara hun ke blogger par new blog banane ke bad Blog post kaise likhte hai, aur post ko upload publish kaise karte hai, pure details ke sath Hindi/Urdu me. Blogger Me Post Kaise Likhe post write karne ki Basic jankari.

How to Write a Blog Post in blogger

Blogger Blog Me Post Likhne ke liye kya kare

Post likhne ke liye Sabse phele aa ko apne blogger account me login karna hai, uske bad apne jo blog banaya hai uspe click karke blog ke Dashboard me jaye.

Jaise hi aap apne blog ke dashboard par visit karenge to post likhne ke liye left menu bar me Posts ka option hoga Posts ki button par click karke new post tab parclick kare.

1: Left menu bar me Posts tab par click kare
2: New Post ki button par click karke post likhe.

Blogger Me Post Kaise Likhe Basic jankari

BlogSpot Blogger Me Post Kaise Likhte Hai Jane Pure Details Ke Sath

New Post ki button par Click karne ke bad ab aapke saamne post editor Pages open hoga. Post editor me sabse pahle apne post ka title like uske bad niche apni post likhe aur publishes ke button par click karke usko publishes karde.

  1. Post title: Yaha par aapko apne post ka title likhna hai, Post title aisa hona chahiye jisse  visitor padh kar samajh jaye ke aapne kya likha hai.
  2. Yaha se aap apni post koe  edit kar sakte hai, aur Yahi se text format, URL link, images, videos, shabd ko chota bara left right center, etc sab kar sakte hai.
  3. Post Content: Yaha par aapko apni post likhni hai, isme aap post ki jankari type karini hai aap jis topic par post likhna chahte hai uski puri jankari minimum 300 tak likhna hai. agar aap 1000 to 2000 word likhte hai to bahut achhi bat hai.
  4. Heading tag: post content me ke 1 H2 yani heading tag bhi dena jauri hai, 300 word me 1 heading tag use kiya kare.
  5. Aap jab bhi post likha kare to usme 1 image jarur use kare, ek image 1000 word ke barabar hota hai, image icon par click karke upload kar sakte hai.
  6. Labels: yaha par aapko label dalni hai ek post me 4 – 5 label bhi use kar sakte hai.
  7. Schedule: yaha par aap apni post ka date ko edit kar sakte hai, post ka date month year change kar  sakte hai.
  8. Permalink: Yaha par aap post ka URL edit kar sakte hai URL yani post ka address me space use kare.
  9. Search Description: yaha par apni post se sambandhit short description dalna hai. srif 140 shabd me likhna hai, ye google me users ko dekhai data hai.
  10. Puri tarah se post likhne ke bad ek bar apne jo bhi content likha hai usko check karke Save par click kare.
  11. Save par click karneke bad koi error nahi show horaha hai to last me publish par click karke apne post ko user ke liye publish karde.

BlogSpot Blogger Me Post Kaise Likhte Hai Jane Pure Details Ke Sath

  • Heading Title teg

Jo Aap ki Post ka Title (heading) hai wo News Paper ki headline ki trha honi chaiye, Jisko padne ke baad samajh me aa jaye ki is post me kya likha hua hai.

  • Post content 

Post content me aap 300 word se lekar jetna bara ho sake utna bara post content likhe aur isme kamse kam ek H2 tag, aur ek Image, and kisi aur Post ya website ka link jarur dale, ESO ke liye ye bahut jaruri hai.

Baki post ko search engine optimization kaise banate hai iske bare me maine pure details ke sath bata hua hai, aap us post ko follow kar sakte hai.

Dosto ye to sirf basic idea hai kaise Post kare. iske bareme me aage details me bataoga kis trha se post likhe ki Google usko pasand kare.

Post ko Pura likhne ke baad aap post ko Save kar sakte hai ya fir Publish kare. Publish karne ke baad aapki Post aapke Blog par turant dikhne ladegi.

Ye Bhi Padhe:

Related Articles

10 Comments

  1. Hello sir mene ak naya blog start kiya hai isme ak post dalihai me naya hu me asehi asi post dalunga to mera blog aage jayega aap check kijiye muje bharosahoga ki me a kar sakta hu or thims achi hai ya nahee vo bhi bata na jobhi problem hai vo batavna mera blog ka name hindimehelpfull.blogspot.com hai plz reply me me wait karunga aapke reply ki

    1. side bar me bahut jada Widget hai usse kam kare aur blog title ke niche meta description show horha hai layout me jakar sab ko hata de

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button