How to Activate All Microsoft Windows In Hindi, Window activate kaise Kare
How to activate windows 7 8.1 and XP lifetime for free, Hello dosto kya aap Microsoft windows operating system use karte hai. aur aapka window 7, windows 8.1 Window Xp ya window vista free trail version expire ho gaya hai.
Or aap window license product key ke liye parishan hai, and google par bahut dinon se windows 7, 8, 8.1, Vista, Xp service pack 1,2,3 product key, license key, serial number etc. search karrahe hai.
To ab aapko parishan hone ki jarurat nahi hai iss article me mai aapko windows ke kisi bhi operating system version ko free activate kaise kare, without license key ke bareme batane jaraha hun.

- Wondershare Filmora Download and Free Register Kaise Kare
- Disk Drill Pro Data Recovery License Key Free Activate Kaise Kare
Windows 7, 8.1 or Xp Free Activate Kaise Kare, Without License Key
Waise Windows ko free activate karne ke liye aap google par seach karenge to bahut sare product key license key, activator mill jaenge par unsab me aksar product key license registration key fake rahta hai.
Ya aap Microsoft windows home, pro, professional, Ultimate, enterprise bay karte hai to uske liye aapko bahut sara paisa pay karna hota hai.
Yaha mai aapko jo trick batane jara hun isse apna kar aap life time ke liye Microsoft win ka koi bhi edition free me activate register kar sakte hai.
Window 7 8 vista ya Xp ko activate karna koi jada mushlik kam nahi hai jab aap apne computer me windows install karte hai. “Windows 7 ko computer laptop me install kaise kare uski jankari yaha hai“
- Windows 10 Free Activate Kaise Kare, Without License Key
- Free Website (Blog) Kaise Banaye Jane Pure Details Ke Sath
to Microsoft aapko windows operating system use karne ke liye1 month free me deta hai. Par jab 1 month pass ho jata hai to uske bad aapke desktop me windows 7 license key expired warning show hota hai.
Or likha hua hota hai ke “this copy of windows is not genuine“ ya “Windows is not genuine” screen par show hota hai. aur aapke computer pc ka desktop screen black bhi ho jata hai.

Is problem ko door karne ke liye aap windows product key buy kar ke apna windows activate kar sakte hai. Par agar aap ke pass paisa nahi hai aur aap windows 7, 8 ka full version yani Genuine Window use karna chahte hai to is article ko follow kare.
Win 7 ko ko Activate karne ke liye mai aapko ek free activator dene jaraha hun jisse aap asani se Apna win 8, 7, Win XP service pack 1, 2, or 3, license activate register kar sakte hai.
Us ke liye sabse pahle aapko “All Microsoft Windows Activator” download karna hoga, All Microsoft Windows Activator se aap asani se Microsoft windows ke Sare version ko activate kar sakte hai, jaise.
- Microsoft Windows 7 Ultimate 32/64 Bit
- Windows 7 Professional 32/64 Bit
- Window 7 Home 32/64 Bit
- Microsoft Windows 7 Pro 36/86 Bit.
- Windows 8.1 Professional 32/64 Bit
- Windows 8.1 Pro 32/64 Bit
- Windows 8.1 Enterprise
- Windows xp service pack 1,2,3
How to Download All Microsoft Windows Activator?
All Microsoft Windows Activator ko niche diye gaye link se aasani ke sath download kar sakte hai. jab aap All Microsoft Windows Activator, download link par click karenge to activator download hone lagega.
Download All Microsoft Windows Activator
https://www.onlinejankari.net/wp-content/uploads/2017/12/All-Microsoft-Windows-Activator.zip
To dosto ab mai manke chalte hai ke aapne apne computer me activator ko download kar liya hai. Ab mai apne topic par chlata hu or aapko batata hun ke window 8.1 activate kaise kare. Uske liye bas aapko niche diye gaye setup ko follow karna hai.
Step 1:
Sab se pahle aapne jo All window activator WinRar format file download kiya hai ya jis folder me aap ka activator winrar file hai usme se asal activator software ko bahar nikale uske liye aap rar file par apne mouse ka right click karke Extract Here par click kare.
Most red…..

Step 2:
Extract karne ke bad aapko All Microsoft Windows Activator setup ko open karna hai. Uske liye aap AMWA par apne mouse ka left dabble click kare ya right click karke open par click kare uske bad yes par click kardena hai.

- Camtasia Studio 9 Activate/Register kaise kare Jane Hindi Me
- Adobe Photoshop CS6 Download And Free Activate Kaise Kare
How to Activate All Microsoft Windows In Hindi 100% Free For Lifetime?
Step 3:
Jaise hi setup ko open karenge to ek popup open ho jayega yaha aapko jada kuch nahi karna hai bas Beginner mode button par click kar dena hai.

Step 4:
Beginner mode select karne ke bad next screen me Ab aapko window operating system chhose karna hai, Aap koun sa window use karrahe hai.
Windows Xp, Windows Vista, Window 7, Windows 8 or 8.1 jo bhi use karrahe hai usse select kare, man ke chalye aap window 7 operating system use karrahe hai to Windows 7 tab par click kare.

Step 5:
Win Operating system choose karne ke bad Ab aap ko window 7 version choose karna hai, Ultimate, Enterprise, Professional, Home, jo bhi hai us par click kare.

Step 6:
Version choose karne ke bad Next page me bas aapko “Windows OEM Activation” button par click karna hai.

Windows OEM Activation tab par click karte hi aapka windows registration hone ki kirya start ho jayegi bas aapko kuch der wait karna hai aapka window activate hona chalu hogaya hai.

Congratulation dosto aapka windows free license key registered hogaya hai ab aap my computer par right click kar ke my computer proprieties me option ja kar dekh sakte hai.
Windows activation option me likha hoga windows is activated or ek product id key bhi show ho raha hoga.

To dosto aapko ye article kaisa laga or agar aapko windows 7, 8, 8.1, Vista, Xp free activation karne me koi problem arahi hai to aap comment karke puchh sakte hai.
Ye bhi padhe….
mai aap ka bahut bahut thanks karna chahta hu i aap bataye huee marg par ham windows ko active kar lila is ke mai bahut prasn tha
Welcome
thanks
hii mai windows home basic ko isme di gayi jankari ke anusar kar kar rha tha lekin ye activate nhi ho rha h last m press any key batata h any key dabane ke bad coding wal part chala jata h uske bad mai dekh rha system properties par lekin windows activate nhi bta rha h to please sir guide kare
Dashboard ke right down me Your windows is not activate ka warning show nahi na ho raha hai. Nahi ho raha hai to aapka windows activate ho gaya hai. Agar window activate nahi hua hai to aap computer ko restart kar ke firse activate kare