Check Oman visa status online, Omani Visa check Kaise Kare

How to check Oman Visa Status online in Hindi Urdu, Oman ka visa kaise check kare, Oman visa application check Kaise Karte hai, Is post me me ham jange ke Omani visa status online check Kaise kiya jata hai ke bare me.

How to Check OMAN Visa Status Online

Aaj kal Fording ka zamana hai bedish Jane ke chakkar me kai bar Agent log Colinte se paisa lene ke chakkar me kisi aur ke visa ko Editting yani name passport number etc.. Change karke Galat visa dedete hai.

Agar aap Maskat ya Omman ke kisi bhi city me jobs, Work karne ke liye Entry Permit visa par jarahe hai, To aapko chahiye ke Apna Entry permit visa online check karle sahi hai ke nahi.

Internet ki Dunya me har kam asan hogaya hai, Agar aapko koi agent bewakuf bana raha hai to is me aapki galti hai.

Sultanate of Oman ki Royal police ne apne online services system ko advanced develop kar liya hai taki Applicants apne Visa/Passport services ko online check kar sake.

Iske liye bas aapke pas kuch jaruri info. jaise Passport no. Web application no. etc hone chahiye, aap kahi pe bhi rahte huye apne visa ki complete inquiry kar sakte hai.

How to Check OMAN Visa Status Online in Hindi Urdu

Oman Visa status online check karne ke liye steps.

Sabse pahle Royal Omani police ki official Website pe jaye, Click on link- www.rop.gov.om Uske bad Drop-Down menu me “Services” par click karke “Visa application status” tab par click kare.

Oman Visa Application Status

Visa application status click karne ke bad ab aap (Royal Omani police) ki Online Services Visa Application Status Enquiry, page par visit kar jaenge yaha aapko Web Application Number, Passport Number, Country ki details fill karni hai.

  1. Web Application Number: apna Application number dale jo royal Omani police ki official website rop.gov.om pe submit kiya hai unhe Web application number enter karna hai.
  2. Passport Number: Apna Passport number dale.
  3. Select Passport Country: choose kare jahan pe apka passport bana hai.
  4. Retype the characters from the picture: jo captcha code show ho raha hai same code dale.
  5. Sab sahi sahi dalne ke bad Submit Button Par click kare.
Oman Visa Application Status Enquiry

Puri details correctly enter karne ke bad Submit button pe click karenge to apke visa ki puri jankari mil jayegi.

Agar aapko isme koi confusion ya visa verify karne me problem aa rhi hai to comments me jarur bataye.

Related Articles

One Comment

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button