YouTube Par Channel Kaise Banaye Paise Kamane Ke Liye

Hello Dosto, Kya aap YouTube par apna ek Channel banana chahte hai Video upload kar ke paise kane ke liye. to is article ko pura padhe ya mai aapko batane jara hun ke Youtube par channel kaise banate hai online money earn karne ke liye. How to crate youtube channel in Hindi/Urdu.

Youtube Par Channel Kaise Banaye

How to Create a YouTube channel in Hindi/Urdu?

YouTube par channel banane ke liye aapko koi problem nahi hoga kyu ke YouTube bhi Google ki hi ek service hai. bas aap ko apne Gmail Id se YouTube account par log in kar lena hai.

Simple bas aap apne google account Gmail Id se youtube account me login karke apna ek channel bana sakte hai. use liye nahi to aapko alag se Sign up karne ki jarurat hai.

Google+ ki Profile me jo aapka naam hota hai us naam se easily channel ban jati hai.. Par agar aapko koi dusre name se branded Channel Banana hai to vo bhi asani se bana sakte hai..

YouTube Par Channel Kaise Banate hai Online Paise Kane ke Liye

YouTube pe channel banana koi jada mushkil kam nahi ye bilkul easy hai bas aap kuch hi step me apna ek channel bana sakte hai. bas uske liye aap ko niche bataye jarahe step ko sahi se follow kare.

Step 1.

Channel bana ke liye Sabse pahle aapko youtube account me login karna hai, bas Aap apne Google gmail Account par login kare.

Agar aapka gmail account nahi hai to pahle aap apna ek gmail account banaye, google gmail account banane ke liye aap is post ko read karke.

Read:

Step 2.

Gmail Account me login karne ke bad browser ke new tab me YouTube.com type karke youtube open kare. Uske bad aap right top bar me round icon dekh sakte hai.

Aap apne gmail account me login honge aur apne profile me image dala hua hoga to waha par aapka photo dekhayi dega ya orange collar icon dekhaye dega.

Agar aap gmail account me login nahi honge to Sign in karne ka option show hoga. then top icon par click karke drop down menu me My Channel par click kare.

How to crate a YouTube Channel

 

Step 3.

My Channel par click karne ke bad, agar aap apne name se YouTube channel bana chahte hai to Aona first name aur last name dal kar CREATE CHANNEL button par click kare.

Note: Agar Aapka Phele se Google+ Page hai or aap ussi naam se Channel banana chate hai to aap bana sakte hai, ya aap kisi aur name se branded channel bana chahte hai to Use Business or other name link par click kare.

create channel

Step 4:

Brander name ka youtube channel banane ke liye Use Business or other name link par click karne ke bad. Apne channel ka name likhe aur Create button par click karde.

Create a Brand Channel

 

Create Channel butoon par click karte hai aapka YouTube channel ban ke taiyar ho jayega aap apne screen par channel details dekh sakte hai.

Note: Youtube me hamesha new update hote rahte hai is liye my channel ka option change hota rahta hai agar my channel ka option aapko nahi mile to aap pure youtube menu me check kare.

Dosto is tarah se aapne ketne asani se apna ek YouTube channel bana liya hai.. YouTube ke bare me mai aapko or bhi bhut si jaakari aage bata ounga, taki aap Apni Channel ko or bhatar bana kar badiya paise kama sake.

Kuch or jaruri jaankari Youtube ke bare me –

Agar aapko channel banane me koi problem aarahi hai to aap niche comment box me apne sawal puch sakte hai..

Related Articles

39 Comments

    1. YouTube se paise kama ne ka koi limit nahi hai waise 1000 view par 1 use to milega hai sath me advertising par Jetna click hoga uska alag se profits
      Hoga. Bahut sare log $10-$100 par day income karte hai. Jetna Jada aapka video view hoga utna hi jada paise kama sakte hai.

  1. sir kya movies ke kuch special part jaise dhoom3 ke comedy scan ya phir motivation part ke video cut krke channel bna skte. Ye copyright to nhi hoga.

  2. sir m 17 yars ka hun tho kya mera chanal ban sakta h or m agar bb ki vins ya or comedy video bnao or us video m 15 ya 20 secund ka song lgaon tho kya vehe copyright hoga or agar m policy sefty lun tho kitna charj hoga bt sakte h aap sir jaldi btao

    1. 18 sal se pahle nahi bana sakte hai aap apne mammy papa ya ghar me jiska bhi 18 + age hai uske name email address bana kar channel bana lijye aur aap video me song de sakte hai

  3. sir mera chanal tho ban chuka h pr m isme acunt namber kese dun kya aap bta sakte or sir m google m acunt kese kholu

  4. sir mene video tho upload ki h par koi view ni kra or YouTube p jab sarch karte h tho tab hi video aati h mere chanal ka name h rao faim aap video dekh lo pls fir bta do

  5. sir muje kya karna padega jisse meri video ko like coment subscrib or viwe mile meri video dekh lo pls sir aap youtube p sarch karke dekh lo mere chanal m kya problam h chek karke dekh lo pls sir aap hi ummid ho meri pls sir

    1. Description Video ka title dusre video ka link apna contact information jisko bare me video bana rahe hai uska kuch details dal sakte hai

    1. Apne channel Ke bare me kuch Bhi likhe aapka channel kis chij se related hai aap kis types Ke video upload karte hai yahi sab likhna hai

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button