Yoast SEO Me Focus Keyword and Content Analysis Use Kaise Kare

WordPress blog me article likhte samai SEO buy Yoast plugin use kaise kare. Website/blog banane ke bad search engine se traffic pane ke liye SEO (search engine optimization) bahut impotent hota hai. kyuki jabtak aap seo ke hisab se post content nahi likhenge tabtak aapka article google, bing, yahoo, etc..

search engine me 1st page par show nahi hoga. Is post me mai aapko batane jaraha hun ke post likhte samai yoast seo plugin me focus keyword and content analysis kaise use karke, red visibly, readability or all other points ko green kaise karna hai.

How to Use Focus Keyword & Content Analysis in Yoast SEO

Yoast seo plugin use karne ke waise to bahut sare benefits hai or is me ek sabse achha feature focus keyword hai jisse article likhte samai use kar ke post content ko perfect search engine optimize kar sakte hai.

Aapne jo article likha hai vo on-page SEO ke hisab se hai ke nahi ye bhi malum ho jata hai. Aur aapke post content ko perfect search engine optimization banane ke liye kya kya karna hai ye sab feature aapko seo buy yoast plugin me milega.

Yoast Seo Focus Keyword kya hai

Jab aap koi article likhte hai to usme koi ek topic choose karte hai. manke chalye aap kisi ek keyword ko target karke post content likhna chahte hai jaise “Yoast SEO” ab is key word ke hisab se hi pura post likha jayega.

Jab aap yoast plugin ke Snippet preview options me ye focus keyword dalenge to aapko pata chal jayega ke aapne is key word ko kaha kaha use kiya hai or kaha kaha use karna baki hai etc.

Most read...

Yoast SEO Me Focus Keyword and Content Analysis Use Kaise Kare?

Agar aapne abhi tak apne WordPress blog me seo buy yoast plugin ko install activate karke setup nahi kiya hai to sabse pahle aap yoast seo plugin section me jakar pura setup complete kare.

Most read..  WordPress Yoast Seo Plugin Ko Kaise Setup (Update) Kare

Focus keyword use karne se pahle mai aapko content and seo Analysis me jo red visibly show hote hai uske bareme bata deta hun ke ye kuy show hote hai. blow the screenshot.

Yoast content and seo analysis red visibly

  1. The text contains 179 words This is below the recommended minimum of 300 words. (Iska matlab ye hai ke aapke post contains me words bahut kam hai kamse kam 300 words use kare).
  2. No meta description. has been specified but it does not contain the focus keyword. (aapne meta description nahi dala hai. or apke meta description me ye keyword nahi hai).
  3. Bad SEO score The focus keyword ‘Yoast SEO’ does not appear in the SEO title. (Aapne jo focus keyword dala hai vo title page par nahi hai).
  4. The focus keyword doesn’t appear in the first paragraph of the copy. Make sure the topic is clear immediately. (article ke starting 300 charted ke andar keyword nahi hai).
  5. OK SEO score You have not used the focus keyword in any subheading (such as an H2) in your copy. (aapne H2 heading tag me focus keyword use nahi kya hai).
  6. No images appear in this page, consider adding some as appropriate. apne koi image upload nahi kiya hai.
  7. The keyword density is 2.7%, which is over the advised 2.5% maximum; (aapne 2.5% se jada keyword use kia hai. max 2% use kare).
  8. The slug for this page contains a stop word, consider removing it. (permalinks jada bara hai isko kam kare. 70-115 charted ke ass pass rake apna URL mila kar).
  9. OK seo score The page title is too short. Use the space to add keyword variations or create compelling call-to-action copy. (post Title bahut chota hai kamse kam 35 charted rakhe or jadase jada 60 charted).
  10. OK SEO score The focus keyword does not appear in the URL for this page. (Url permalink me focus keyword nahi hai).
  11. OK scor You’ve used this focus keyword once before, (aapne same yahi keyword pahle kisi article me use kiya hai).
  12. No links appear in this page, consider adding some as appropriate. (apne is post me kisi other post ya website ka link add nahi kiya hai).
  13. OK SEO score The images on this page are missing alt attributes. images me alt tag use nahi kiya hai alt dale.
  14. You’re linking to another page with the focus keyword you want this page to rank for. (aapne focus keyword me kisi dusre page ka link dala hai isliye ye show horaha hai).

Is tarah ke red visibly show hote hai maine jo focus keyword Analysis bata ya hai ho sakta hai iske alaa bhi bahut sare read visibly show ho sakta hai.

Focus keyword kaise Use kare

Focus keyword use karne ke liye sabse pahle aap apne post editor me pura article likhe, uske bad post page ke sabse niche visit kare or yoast Snippet preview me focus keyword ka option hoga usme aapne jis topic par article likh rahe hai uska keyword dale.

Keyword ke bare me Agar aapko malum nahi hai ke keyword kya hota hai to uske liye aap ye post follow kar sakte hai.

Most read

SEO yoast enter focus keyword

Ab aapne jo bhi focus key word dala hai usko kaha kaha use kiya hai or kaha kaha use karna baki Analysis option me dekh sakte jis option me green visibly show horaha hai vo good hai or jis option me red ya yellow visibly show horaha hai usko sudhane ki jarurat hai.

Good SEO ke liye Keyword kaha kaha use kare

  1. Post title of the page;
  2. Permalink URL;
  3. H2 Heading tag;
  4. Content of the article;
  5. Meta description;
  6. alt tag of the images;

highlight focus keyword

Yoast SEO me Content Analysis use or red visibly ko green kaise kare

Snippet preview option me focus key word dalne kae bad ab jo Analysis option me red visibly show horahe hai usko green karne ke liye aap in baton ka dheyan rake.

1: Post title

Post title me aap kam se kam 35 charted or maximum 60 charted dalna hai. agar aap apne blog ka title post title ke sath use karte hai to isse aapke title me jada charted ho jata hai.

jaise man ke chalye mere blog ka title hai online jankari. or isme 1 space laga kar total 14 charted hota hai agar mai 50 charted ka post title likhunga to usme se 4 charted cut jayega.

Isliye better hai ke aap yoast SEO plugin ke SEO >> Titles & Metas >> post type option me jakar Title template: setting me srif title hi set kare.

isse ye fada hoga ke jab aap post title me 55-60 charted use karenge to search engine me aapka pura post title show hoga, kuy ke search engine me 60 charted se jada show nahi hota hai.

Or Yoast seo ki kas bat ye hai ke agar aap ka title chota hoga to usme aapke blog ka title bhi show hojayega.

2: Meta Description

Meta tag description ye search engine ko dehane ke liye hota hai or post se related short jankari di jati hai ye srif search engine me hi show hota hai jisse padh kar visitor hamre blog par visit karta hai.

Meta description me minimum 120 or maximum 160 charted dalna hai or isme kamse kam ek  keyword bhi use karna hai. isme ek bat ka or dheyan rakhna hai ke post se related bate hi dalna hai.

or  jaha par aap ek short topic khatam kare uske bad , coma jarur use kare. Or aap chahe to 2-4 keyword bhi use kar sakte hai.

Meta description

3: URL slug permalink

permalink se extra word remove kare isme total 70-115 charted use kar sakte hai search engine me 115 chrted se jada bara url show nahi hota hai.

isme aapka blog ulr bhi ata hai agar aapka www.example.com ulr jada bara hai to usi hisab se permalink use karna hai kyuki 115 me blog url bhi ata hai.  5-6 word ka permalink use kare or chota word ko remove kare agar aapke post short title hai to chote word ko bhi use kar sakte hai.

Aap chahe to do jagah se URL permalink edit kar sakte hai 1 jaha par post title likhte hai uske niche permalink editing ka option hta hai us par click karke edit kar sakte hai. or editing ek word ke bad –  dash lagana na bhule ya spas bhi de sakte hai.

2 Yoast Snippet preview option me slog par click karke bhi edit kar sakte hai

URL slug permalink

4: Post content

Post content me same post title 1 bar hi use kare agar 2-4 bar use karna hai to kuch ward me changing karde. or keyword 2.5% se jada bar use nahi kare waise best yahi hai ke 1.5 ke ass pass hi keyword density rakhe.

kuyki agar aapke post content me 2.5% se jada keyword density hoga to google aapke post ko baid seo me rakh dega. or aapka post 1st page par sho nahi ho payega.

Yoast me ye sabse bara feature hai ke apne ketna % keyword use kiya sab bata hai worna jab ham blogger par post likhte the to hame Ms word ya notpaid me keyword density check karna parta tha.

Ek bat ka or dheyan rakhna hai ke aapkne post title me jo bhi word use kiya hai har ek word ko alag alag karke focus keyword me dal kar dekhle ke ketna % horaha hai kuyki alag alag word me 4% se jada use karna bhi baid seo me shamil hota hai.

jaise manke chalye mai “focus keyword” ab isko ham ek bar “focus” dalke dekhenge ke pure post me ketna % use hua hai or “keyword” ko dalne par ketna % sho hora hai. agar in dono me koi ek word bhi 4% se jada ho jayega to ye baid seo me shamil ho jayegas.

Agar aapke topic me 2.5% ya ek word 4% se jada bar likhna jaruri hai to uska tarika ye hai ke kuchh word ke sapling me galti karde kuyke padhne wale samjh jayega ke kya likha hua hai.

or chhota chhota content likhe 500 charted se jada bara ek content nahi likhe agar 500 akhchhar pura hojaye to akhir me usme . dot dal kar enter press kare yani spas dale or jaha par aapka toip khatam ho raha hai waha par bhi . dot ya .coma jarur de.

And post ke starting 500 paragraph ke andar focs keyord bhi jarur dale agar aap chahe to 1st paragraph me bhi use kar sakte hai or ye sabse best mana gaya hai ke aap bat hi key word se start kare.

5: Heading tag

Pure post me kam se kam 1 bar H2 heading tag jarur use karna hai or agar aapke post content me 300-400 content hai to ek bar se jada bhi use nahi karna hai. jaise manke chalye aapne 1000 word ka post content likha hai to usme 2 bar H2 tag or ek bar H2-H3 mese koi ek tag use kare.

Or jo bhi heading tag use kare uske word me kuch na kuch changing jarur kare same heading tag 2 bar use karna bhi baid seo me shamil hota hai. Agar aap chahe to H4-H5 ko bar bar use kar sakte hai.

Or agar aapne post me koi video dala hai to uske upar H1 tag use kar sakte hai par ye better nahi hai. kuyki aapka post title h1 me hi hota hao or h1 ko 2 teen bar use kar bhi baid seo hota hai.

6: Add External & Internal Links

Blog ke post content me apni dusri post ka links or kisi dusre website ka links bhi jarur add kare jab aap apni site ke other post ka link add karenge to isse aap ke visitor dusre post ko bhi padh sakte hai.

Aur seo ke liye bhi ye  jaruri hai kam se kam 1 link to jarur de or jada se jada jetna ho sake de sakte hai. Par ek bat ka dheyan rakhe ke aapne jo post title likha hai, same wahi word Internal Links use nahi kare.

aapne jo keyword focus key word me dala hai hai or kisi dure post ke link me wahi word araha hai to visibly me yellow color show hoga par isse pari shan hone ki jaryrat nahi kyuki aap same key word 2-3 post me use kar rahe hai.

  1. External Links: External links yani kisi dusri site ka links apni post me add karna. Example ke tour par agar aap google ke bare me post kar rahe ho to aapko us post me google ka link add karna chahaiye. Isse aapki site ki search ranking increase hogi.
  2. Internal Links: Agar aap apni post me apni hi kisi dusri post ka link add karte hai to vo bahut badhya mana jata hai. Or sabse achi bat SEO ke liye aysa karna good hai. Or aap ek bat ka dheyan rakhe post me only post se related other post ke hi links add kare. Jaise blogging ke bare me post likh rahe hai to usme blogging ki hi dusri post ka link add kare. Kisi or category ka links na add kare.

Images and Alt tag

Kamse kam 1 image har Post me jarur use kare, or title and alt tag me keyword dalna seo ke liye impotent hai. agar aap title or alt tag me keyword nahi dalenge to Analysis me bullets green nahi hoga. isliye alt tag dalna jaruri hai.

Maine jo bate bati hai is sab bato ko follow kar ke aap asani se seo Analysis ke bullets ko green kar sakte hai.

Seo Analysis all bullets green

Readability ko green kaise kare

Readability ke pure points ko Hinglish blog me green karna thoda mushkil hai. par aap in baton ka dhyan rakhenge  to Readability green nahi sahi kamse kam yellow to jarur ho jayega.

  1. 300 word ke bad heading tag use kare
  2. 500 charted se jada bara sentences contain nahi likhe max 500 charted ke bad spas jarur de
  3. 20 word se jada bara sentences nahi banaye yani 20 word ke bad . dot laga kar bat ko khatam kare.
  4. Jaha par contain kha tam ho raha hai last paragraph me (. dot) ya (! exclamation mark) lagaye.
  5. Full sentences ke word ko 2-3 bar use nahi kare. yani ek hi sentences word ko do jagah use nahi karna hai.
  6. Transition word kamse kam 30% rakhe. yani koi impotent word hai to ‘Single Quote’, etc. lagaye.

Readability

I hope ke aapko ye sari jankar pasand aiyi hoge yoast seo plugin me focus keyword or content  Analysis ko kaise use kare ke bare me. Agar aapka koi sawal hai to comment karke puchh sakte hai. or apne dosto tak isse shear karna na bhule.

Ye bhi padhe..

Related Articles

5 Comments

  1. Bhai aap jo theme use kar rahe hai vo bahut hi unique design hai. Kya aap ye theme mere ko send kar sakte hai kya.
    Email:-admin@deep4u.com
    Is email par send kar do

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button