Yandex Webmaster Tools Me Blog Ko Submit Kaise Kare

hello dosto aapne to apna blog google webmaster aur Bing webmaster jaise search engines me submit kar liya hai. Ab ham apne blog ko Yandex Webmaster Tools Me Submit Karenge, Kyuke ye bhi bahut impotent hai Blog par high quality traffic pane ke liye hume apne blog ko search engine se submit karna padta hai. isse hamare website ka Seo aur bhi badhya hojata hai.

Yandex Webmaster Tools Me Blog Ko Submit Kaise Kare

Yandex Webmaster Tools Me Blog Ko Submit Kyu Kare?

Kyuke ye google, bing, yahoo aur ask jaise search engine ki tarah ka ye ek search engine hai. Ise 2011 me launch kiya gaya tha. Yandex ek aysi service hai jo search engine ko humari site ka index karne me help karta hai aur humare blog, website ki popular content ki jankari bhi provide karta hai.

Search engine bhi humari site ko index karte samai yandex ki information check karta hai. So jab hum apni site ko yandex me add karte hai to hamare blog ki search ranking ko or jyada better increase kar sakte hai. Or sabse achhi bat hum apne blog ko yandex search result me bhi la sakte hai.

Ye Bhi Padhe…

Blog Ko Bing Webmaster Tool Me Kaise Submit Kare
Blog Ko Google webmaster tools Me Submit Kaise Kare
Google Search Console me sitemap kaise submit kare
Blog website ka sitemap kaise banaye

Agar aapne apne blog ko google search console me submit kiya hai to parishan hone ki jaroorat nahi hai yandex ki bhi same wahi prepossessing tarika hai. Jo Bing Google jaise webmaster ka hai Bas thoda sa options me fark hai. To chalye dosto ab ham apne topic par chalte hai aur jante hai ke Blog ko yandex webmaster tools me kaise submit karna hai uske liye bas aap niche diye gaye step ko follow kare.

Yandex Webmaster Tools Me New Account Kaise Banaye?

Agar aapne pahle se hi yandex par account banaya hua hai to achhi bat hai Aur agar account nahi banaya hai to ham sab se pahle ek new account bante hai uske liye bhi aap ko jada parishan hone ki jarurat nahi hai account banane ka tarika bilkul simple hai.

Yandex Me New Account  Register Kaise Kare?

Uske liye sabse pahle aap yoandex webmaster tools website par jaye aur account banane ke liye https://mail.yandex.com par click kare agar aapka pahle se account bana hua hai to uske liye https://webmaster.yandex.com par click kare.

Step 1: Yandex Webmaster par click karne ke badd aap ke samne loin pa page khulega yaha se aap login bhi karsakte hai.

New Account Register karne ke liye aap ko Left site pe Create Account ka button hoga bas uspar click kare.
yandex webmaster me account kaise banaye

Step 2: Ab aapke samne Yandex ka Register form open hojaye ga yaha aapko apna naam password moblie number sab dal kar Resister button par click karna hai.

Yandex Me Email Address Kaise Banaye

  1. First name: yaha apna pahla naam dale.
  2. Surname: Agar aapka koi sarnam hai to dalsakte ha nahi to apna akhir naam dale.
  3. Enter a Username: yaha aap ko user name dalna hai jisse aap bad me login karenge aur yahi aap ka yandex mail id rahega.
  4. Enter a password: yaha apna password 2 bar dale jaise (abcd1234).
  5. Mobile number: Yaha apna Mobile number dale.
  6. Send Code: ispar click karke apna mibile number verify kare.
  7. Yaha aapke mobile jo jo yandex ki taraf se code aya hai usko dale
  8. Conform: yaha click karke apna mobile verify kare.
  9. Term and Condition par tick mark kare.
  10. uske bad Register butoon par click karke apna new account banle.

yandex webmaster mail id kaise banaye

To Dosto akhir aapne Yandex webmaster par account successfully register karliya hai ab aap asani se apne blog url ko yandex me submit karsakte hai.

 

  • Blog Ko Yandex Webmaster Tools Se Submit Kaise Kare?

Blog ko webmaster tools me submit karna bhi bahut aasan hai jistrah aap ne 1 step me new account register kar liya usi tarah ham ek step me apne website ko bhi submit kar lenge.

Step 3: Yandex Webmaster me login hone ke bad aap ko webmaster top bar me ek + ka icon dekhai dega bas aap ko uspar click karna hai aor uske bad Site address me apne website ka Url http://www.yourname.com dal kar Add button par click kar dena hai.

Yandex Webmaster Me Blog url kaise add akare

Step 4: Ab aap ke samne yandex meta tag verification ka code ajaye ga yaha aap ko.

  1. Meta tag mar click karna hai.
  2. uske bad aap ko ye meta tags copy karlena hai.
  3. Jab aap apne blog par Meta cde ko save kar lenge uske bad Check button par click karna hai.

blogger blog me yandex webmaster meta tag code ko kaise add kare

  • WordPress Blog Me Yandex Webmaster Tools Ko Kaise Submit Kare

Step 5: Ab appko ko Apne WordPress blog par jana hai aur aap koi bhi Search console meta tag verification plugin use kar sakte hai par ham yaha Yoast Seo pluing ko use karne wale hai.

  1. WordPress me Seo>> Dashboard, par click kare.
  2. Uske bad Webmaster tools par click kare.
  3. Yandex meta tag code yandex webmaster tools box me dale.
  4. Uske bad Save change button par click karke save karle. Aur ab apne Yandex webmaster par jakar Check par click karke blog ko verify karle.

wordpress blog me yandex meta tag code kaise add kare

Blogger Blog Me Yandex Webmaster Tools Ko Kaise Submit Kare?

Step 6: Ab ham meta tag code ko apnne blogger blog se verification karnege ye step bhi bahut asan hai aap simply isse kar sakte hai.

  1. Blogger Template par click karke Edit Template par jaye.
  2. Apne Keybord ka Ctrl + F dabakar fine kare aur search box me <head> type karke Enter kare.
  3. Uske bad <head> tag ke niche yandex eta tags ko pest karde.
  4. Uske bad Save template button par click karke apne template ko save karle aur ab wapas yamdex webmaster website par jakar Check button par click karke apne blog url ko verify karle.

webmaster-meta-tag ko blogger me kaise add kare

To dosto aapne dekha ketne asani se yandex webmaster tools e apne blog/website ko submit kar ke verify bhi karliya agar aap ko koi bhi problems horahi hai t aap comments kar ke puch sakte hai Thanks.

Ye Bhi Padhe

Related Articles

7 Comments

    1. Abhi aap kuch din ruk jaye, jab aap 20-25 post publish kar de aur 300 + visitor site par aajaye uske bad hi adseance ke liye apply kare, man ke chalye abhi aap apply karte hai aur approve nahi hua to problems ho jaye ga, aur agar approve bhi ho gaya to usse bhi koi faeda nahi hoga kuyki jab tak aapki site par visitor nahi ayenge earning nahi hogi, is liye better yahi hai ke aap srif post likhne par dhyan de

  1. Sir maine yoest plugin se bna sitemap yandex me submit kar diya hai par 2 error aa rhai
    Isme likha hai
    Source url
    63 error hai
    Aur found in robots.txt me bhi 63 error hai. Inhe kaise fix karu please sir batate

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button