Axis Bank Account me Aadhar Card Link/Register Kaise Kare

Axis Bank Account me Aadhar number Link Kaise Kare, Aapka account kisi bhi bank me ho aapko apne Aadhar Card number ko Bank account ke sath link/Register karna mandatory jaruri ho gaya hai.

Agar aapka account Axis bank me hai Is Post me mai aapke sath share karne jaraha hun ke Axis Bank Account me Aadhaar Card Kaise Link kin kin tariko se kar sakte hai..

Axis Bank Account me Aadhar Number Link/Register Kaise Kare

Aapko to pata hi hoga ke Bharat sarkar ne bank account se aadhar card ko link karna mandatory kar diya hai. aur jis kisi bhi customer ka bank account se aadhaar link nahi usse band kar diya jayega.

Agar aap Axis Bank ke Consumer hai to aapko aadhar card bank account se jorne ke liye koi bhi parishani uthane ki jarurat nahi aap aasani se apne axis bank account me adhar card ko link kar sakte hai. Online net baking, ATM machine, aur SMS ke thorough.

How to Link Aadhar Card with Axis Bank Account Online

Dosto aap to jante hi gaye honge ke bank account me aadhar card link register karna ketna ab ketna impotent hogaya. To chalye ab jante hai ke Axis bank account me Aadhar card kaise update kiya jata hai.

Government ne Instruction sabhi Banks ko diya hai unhe apne sabhi customers ka Aadhaar Card Update karna hai. Aise me Axis Bank ko pata hai yah kitna jaroori hai So Customer Experience ko dekhte hue Axis Bank ne ise bahut hi Easy steps me rakha hai.

Adhar card link karne ke liye axis bank ne jetna bhi tarika bataya hai yaha mai aapko sara method batane ja raha hun jisse follow karke aap asani se apne bank account me aadhar card link/register kar sakte hai.

Axis Bank Account me Aadhar Number Link/Register Karne ke 4 Method

Method 1: Internet Banking

Sabse pahle mai aapko internet baking ke duwara axis bank aadhar card link karne ka Method batane jaraha hun. Sow Pahle aap axisbank.com par visit karke apne net baking account me login kare. Agar aapka axis bank me net baking activate nahi hai to uske liye ye article follow kare.

Must read:. New User Axis Bank Net Banking Activate/Register kaise kare

Internet baking account me login karne ke bad home page par left site me toggle  menu option par click karke Link your aadhar link par click kare.

Link aadhar card to Axis bank

Link your aadar par click karne ke bad next screen me aap ko apna account number select karke Proceed button par click karna hai.

aadhar registration

Account select karke proceed karne ke bad next page me Security questions ka answer dal kar Confirm button par click karna hai.

Verification of Security answers

Security question ka answer dal kar confirm karne ke bad next screen me Axis bank aadhaar card registration page aajayega, yaha aapko Apne axis bank ka Customer ID and account number dal kar Submit button par click karna hai.

Axis bank aadhaar card registration

Note: agar aapka axis bank me net baking activate nahi hai to bhi aap aadhar card link kar sakte hai. uske liye aap is link par visit karle Link Your Aadhar to Axis Bank

Customer id and account number dal kar submit karne ke bad next screen me aapko apna Aadhaar number, OTP code dal kar (jo aapke register mobile par aayega), aur terms & conditions ko tick mark karke Submit button par click karna hai.

Aadhaar number dale

Aadhar number aur OTP dal kar submit karne ke bad aapke axis bank account me successfully aadhar card link ho jaega.

 

Axis Bank account ko Aadhaar Card se Connect karne ka 4 (four) online Option hai. Jise use kar aap bina Bank gaye account me Aadhaar Card Link kar sakte hai.

Method 2 : SMS

Aadhaar <Aadhaar No.>AC <last 6 digits of A/C no.> to 5676782

Example

  1. Aapka Aadhaar Number 456985474523 is parkar hai
  2. Last 6 Digit of Account Number 452658 is parkar hai
  3. Aap Aadhaar number aur account ka last 6 digit message me kuchh is tarah likye 456985474523 452658
  4. Send to 576782 is number par send karde.

SMS receive hone par aapko message aa jayega and Aadhaar card link ho jane par aapko successful ka message aa jayega.

Method 3 : ATM

Example

  1. Nearest Axis Bank ATM Visit kare.
  2. Axis Bank ka Debit card Insert kar Registration Option select kare.
  3. ATM PIN Enter kare.
  4. Link Aadhaar Number option select kare
  5. Select Account
  6. Update option select kare.
  7. Enter Aadhaar Number
  8. Re-enter Aadhaar Number
  9. Confirm

Method 4 : Phone Banking Center

Phone Banking Center se Axis bank account me Aadhaar Card Link karwane ke liye 1800 209 5577, 1860 419 5555, 1860 500 5555, Toll free number par Call kare.

  1. IVR se Account authenticate karne ke liye Debit card ya Customer ID ka use kare.
  2. IVR ke option ko dhyan se sune Aadhar card link karne ke liye jis key ko press karne ko kaha jaye use press kare.
  3. At present yah option 4 hai !
  4. Adhar Number Type karke Confirm kare.

Congratulation Aapka Aadhar Number Axis Bank Account se link ho chuka hai.

Upar bataye gaye 4 method me se koi bhi method pasand nahi aaya ya aap in tariko ko use nahi karna chahte hai to aapko Bank branch Visit karna hoga. Bank Visit kar manually form submit kar sakte hai :

 

I hope ke aapko ye Article Aadhaar Card Link karne me helpful raha hoga. Agar aapko ye jankari achhi lagi to Ise apne Social media profile par share karna na bhule.

Thank You. People Also Search For : Aadhaar Card Link, Adhar Card Bank link in Hindi, Link Aadhaar Card to Bank Account, bank account link with aadhar, bank account link with aadhar status. Is Post me in sabhi question ka answer hai.

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button