Website Ke Liye Adsense Account Kaise Banaye Jane Hindi Me

How to create Adsense Account in hindi. Website/blog banane ke bad blog se money earn karne ke liye hame apni site ko google adsanse se jorna parta hai uske bad hi adsanse ke add site par laga sakte hai. Blogger ho ya Youtube user dono ke liye Adsense me account hona bahut jaruri hai. Blogging karke paise kamane ka sabse best aur asan tarika google adsense se  income karna hai.

Adsense ke alawa bhi bahut sari affiliate marketing site hai jiska add blog par laga kar aap paise kama sakte hai par hindi blog ke liye adsense sabse better hai. Kyuke adsense sabse jyada paise deti hai. Is article ham jange ke website blog ke liye  adsense account kaise banate hai puri jankari ke sath.

adsense account kaise banaye
Goggle Adsense Account Banane Ke Liye Kya Kya Chahiye?

Google Adsanse me account apply karne se pahle aapko adsense ke niymo (rules) ka pata hona bahut jaruri hai. Agar aap adsense ke niymo ka palan nahi kar pate hai to aapka adsense account block bhi ho sakta hai.

Yaad rahe adsanse me sirif aap ek hi account bana sakte hai. kyuki google ek se jyada account banane ka permition nahi deta hai.

  1. Email (Gmail) Adress
  2. Website Blog ya YouTube Chanel

Aap chahe to blog ya YouTube dono se ansense accont bana sakte hai.

1. Gmail address

Aapke pas ek gmail address hona chahe pahle se gmail accont hai to bahut achi bat hai or agar aapke pas gmail id nahi hai to sabse pahle apna ek gmail id bana le.

Gmail id Kaise Banaye us ke liye yaha par click kare

2. Website Blog ya YouTube Chanel ?

Aapne to apna blog bana hi rakha hoga. or usme kuch post bhi upload kar diye honge. Agar aapke blog par visitors nhi aate hai.

Or abhi tak aapne apne blog ko adsense se connect nahi kiya hai to aaj is post me mai aapko iska tarika btane jaraha hu. Agar aapne abhi tak apna blog nahi banaya hai to subse pahle apna blog banaye.

Adsense me account banane ke liye aapki site 6 month old purani honi chahiye ya fir kamse kam per day 300 page views hone jaruri hai. agar aap ke blog par isse kam traffic hai to adsense ke liye apply karne ki koshish karoge to aapka adsense approve nahi ho payega.

Website Ke Liye Google Adsense Account Kaise Banaye Puri Jankari Hindi Me?

Google AdSanse par account bana bahut asan hai aap kuch setup me bana sakte hai  bas aapko niche diye gaye kuch simple step ko follow karne hai.

Note: Adsense ke liye apply karte sami Aapko apna sahi address or mobile number pura details sahi dalna hai. aapko galt jankari bilkul nahi bharni hai. agar aapne glat jankari bhari to aapko future me problem ho sakta hai. 

Dosto ab main apne topic par chalta hu or aapko batata hu ke website/blog ke liye google Adsense account kaise apply kiya jata hai follow me.

Step 1: Login

Sabse pahle aapko google adsanse ki site par jana hoga or apne gmail id se login karna hoga. Uske liye yaha click kare

Agar aap apne gmail id me pahle se login hai to adsance ke login page par pahunch jayenge. gmail me login nahi hai to pahle apna email address or password dal kar login karle. Uke bad aapko adsanse me Sign in button par click karna hai.

how to create adsense account with blog

Step 2: Add Your website

Ab aapko apne website blog ka URL dalna hai or language select karna hai.

  1. My website: isme apne site ka url dale www.websitename.com
  2. Content Language: Agar aapka hindi blog hai to hindi select kare.
  3. Save and Continue: website url or language select karne ke bad Save and continue par click karna hai

adsense par account kaise banaye

Step 3: Your information

Continue par click karne ke bad aap your information section me pahunch jayenge yaha aapko apna pura details sahi sahi bharna hai. kyuki aapke btaye gaye address par adsanse ki traf se pin code ayega.

jisse aap adsense account me dal kar apna pata verify karna hai. address verify hone ke bad hi aapko payment milegi.

Adsense sign up forum

  1. Yaha par aap apna country select kare.
  2. Apne country ka time zone set kare. India ka time zone +05:30 hai.
  3. Account type me individual select kare. aap business karna chahate hai to Business select kare.
  4. Apna naam likhe. agar aap company select kiya hai to company naam se aapka bank account hona chahiye.
  5. Apna sahi pata yaha par enter kare. dhyan rahe ye sahi sahi bharna hai.
  6. Isme apna post thana dale.
  7. apne city distric ka sahi naam dale.
  8. Aapka state konsa hai wo select kare.
  9. Post office ka pin code enter kare. (pin code aapko usi jagahka dena hai jaha aap rahte hai.
  10. yaha par aapko apna pura naam bharna hai, aap jo bhi chahe bhar sakte hai, wese apna asali wala naam jyada sahi rahta hai.
  11. apne mobile number enter kare, (jis par adsance ki taraf se verification code ayega vo code dal kar mobile number verify karna hai is liye sahi number dale).
  12. Aap jis id se login hai vo auto lelega email id change karna chahe to change kar sakte hai.
  13.  aap kis liye adsense account bana rahe hai wo select kare, agar aap blog ke liye adsense account bana rahe ho to online forum or blog select kare.
  14. yaha par sabhi jagah yes par √ tick mark kar de.
  15. ab ek bar apni sari jankari check kar le taki koi galti na ho, sabkuch sahi dala hai to  Submit My Application par click kare.

Step 4: Verify Mobile Number

Submit button par click karne ke bad ab aapko apna mobile number verify karne ke liye send verification code request karna hai.

  1. Phone number: ek bard pana mible number check kare le.
  2. verification code ke liye option select karna hai. Text message (SMS) select kare agar code nahi aye to Voice call select kar sakte hai jiss aapke mobile par call ayega or aapko call ke thurow code bataya jayega.
  3. Apna mobile number check kar lene ke bad Send Verification code par click kare.

adsense mobile number verification

Step 5: Inter verification code

Ab aap apna mobile check kare google ki taraf se aapke mobile par verification code aya hoga code ko dal kar Verify kare.

Agar code nahi aya hai to Resend Code par click karke dobara code ke liye apply kar sakte hai. than code dar kar Verify button par click kare

inter mobile verification code

Step 6: Term and conditions

Mobile number verify karne ke bad ab aapko adsense ke term and condition ko padh kar accept karna hai. Chahe to pura padh sakte hai uke bad Yes I have read and accept agreement ko √ tick mark kar ke Accept par click karna hai

adsense ka term and Conditions accpect kare

Thank you for applying to adsence account ab aap ko google adsense ki traf se message ajayega or apna email bhi check kar sakte hai mail par bhi message aya hoga.

thanks you for applying adsance account

Aap apna email check kare adsense ki traf se welcome message aya hoga simple Get started now par click karke apne adsense account me login hojaye.

adsense-welcome-message-to-email

 

ab aapka assense account ban gaya hai . ab bas aapka account approved hona baki hai . jab aapka adsense approve ho jayega to aapki gmail id par mail aayega Congratulations! Your account is now fully approved.

iska matlab hai apnne successfully apna approve karwa liya hai. Note: account approved hone me 2-5 din bhi lag sakte hai.

Jab aapka account fully approve hoaye ga to uske bad aapko or bhi bahut sare kam karne hai.

  1. ads lagane ke liye Ad units crate karna
  2. blogger blog par ads lagana
  3. WordPress blog par plugins ke se ad lagana
  4. address pin code verify karna
  5. bank account add karna

I hope aap is post ko follow karke aasani se, google adsense par account bana sakte hai, fir bhi agar aapko kahi par koi problem aaye ya aapko koi step samajh nahi aaye.

To niche comment me apni problem bata kar puchh sakte hai, adsense account kaise banaye ke bare me.

Or ye jankari aapko pasand aayi to apne doston tak, is post ko share karna na bhule jaise facebook google+ etc.. par thanks.

Ye bhi padhe..

Related Articles

19 Comments

  1. bhayi kya me google adsense ke liye apply kar skta hu plz aap ek baar meri site check kijiye or batayiye ki mujhe kya krna hoga

  2. Sir,
    main aapse ek jaankari chahta hu.jaisa ki maine ek blog banaya
    jiske throw mene adseanse account creat kar liya jisme mene 5-6 posto
    publish ki par maine uss blog par post karna band kar diya.isske baad
    maine dusar blog banaya jiska domin purches kiya.jo http://www.knowledgehindi.com
    ke naam se hai.aap muje yeh bataye ki iss blog ke liye adseanse account ko
    creat karna hoga ya pahle wale blog ke dowara banaya gaya adseanse a/c
    ka use kare to kaise kare.agar knowledgehindi.com ke dusra banaye to
    adseanse ke neeyam ke virodh to nhi hoga .plse help me sir.

  3. Sir apki help chahiye maine adsense account banya h usmain kuch problem aa rhi h . Meri gmail pr yah masage aay h mujhe kuch smaj mai aaya h .mai apko wo massage yh h …

    As mentioned in our welcome email, we conduct a second review of your AdSense application once AdSense code is placed on your site(s).

    We did not approve your application for the reasons listed below

    Insufficient content: To be approved for AdSense and show relevant ads on your site, your pages need to have enough text on them for our specialists to review and for our crawler to be able to determine what your pages are about.

    To resolve this issue, please work through the following suggestions:

    Make sure that your pages have sufficient text – websites that contain mostly images, videos or Flash animations will not be approved.
    Your content should contain complete sentences and paragraphs, not only headlines.
    Ensure that your website is fully built and launched before you apply for AdSense – do not apply while your site’s still in a beta or “under construction” phase or only consists of a website template.
    Place the ad code on a live page of your website. It does not have to be the main page, but test pages that are empty except for the AdSense ad code will not be approved.
    Provide a clear navigation system for your visitors so that they can easily find all of the sections and pages of your website.
    Please sir help me

  4. Thank you sir for sharing a great article on how to create Google Adsense account in hindi. Sir I would like to ask a question that which theme you are using on your blog and also tell me it is free or paid.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button